Full heart touching My love story plz full read Hi my name is=> - TopicsExpress



          

Full heart touching My love story plz full read Hi my name is=> Shaanu ye jomai aap sab ko batane ja raha hu ye meri real luv story hai…… Mai 10TH mai tha in 2010 mericlass mai 42 boy aur 63 girls thi….. Aur un 63 girls mai ek aisi ladki thi ki jisse mujhe pyar ho gaya…Uska naam Mazia tha… jab use maine pehli bar dekha to dekta hi rah gaya…… Uska masoom chehra uski khubsurat ankhe mai kabi nahi bhool sakta wo sidhe mere dil mai utar gayi thi.class mai bas usi ko dektarehta tha…. Din bhar bas usi ke bare mai sochta tha…. Us se friendship karne ki buhat bar khosis ki lakin himmat nai hui….. Phir ek din computer lab mai pehlibar mai ne use smile pass ki aur usne bhi mujhe smile pass ki aur class ke baad hum dono introduce hue….. Uske baad har roz hum ek dusre ko smile pass karte phir hum ache dost ban gaye lakin mai jab bhi use dekhta khud ko bhul jata 19 jan 2011 ko mai ne use parpose kar diya lakin us ne jawab nai diya kaha k soch ke batati hu next day usne mujhe yesss keh diya wo din meri life ka specail din thawo haseen lamhe mai kabi nai bhool sakta jab hum sath the, apni har baat ek dusre se share karte the, wolamhe mere zindagi ke sabse anmol lamhe hai, jab uska hath mere hatho mai tha to aisa lag raha tha jaise sari duniya jeet chuka hu mai lakin pata nai hamare pyar ko kis ki nazar lag gayi 14 oct ko .. usne suddenly mujsemilna band kar diya, mere callrecive nai karti thi mere msg ka rply bhi nai karti thi jab maine us se pucha to usne kaha “BREAKUP” ye word sunte hi meri jism se jaise rooh nikal gayi kahi bar maine us se pocha breakup ki waja lakin wo to mujse baat hi nai karna chahti, 26 nov ko pata chala ke wo kisi aur ke sath hai uska naam ruhail h….. Wo dono buhat khush hai bt i still luv her…. College mai to buhat ladkiya hlekin abi kisi mai intrest nai raha.kash mujhe kabi kisi se pyar na hota to shayad aaj mai tanha na hota……….;-
Posted on: Sat, 10 Aug 2013 15:53:29 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015