Good Evening Dosto;............Sup.Court me hm Govt.ki Slp ka - TopicsExpress



          

Good Evening Dosto;............Sup.Court me hm Govt.ki Slp ka samna krne k liye poori Ranneeti taiyar kr chuke h. Sup.Court me b Govt. ka anjam wahi hoga, jo High Court me huaa h.......Aaj mai Fb pe jude mere sbi friends aur anya tamam logo se ek Important Mudde pe apne vichar rakhna chahta hu, aur es matter pe aap sbi ki rai janna b chahta hu...........Mitro, matter ye h k, kya Sup.Court me apne Case me kisi Political Party se jude Lawyers ko engage krna uchit hoga ?.....Es sandarbh me mera apna ye vichar h k, ye kadaapi uchit nhi hoga. Eske reasons h-------(1) Political Party se juda Lawyer hmare Case me Bahas k din Court me pahunchega, esme sandeh h. ydi oski os din koiee political meeting hogi to sbse pehle wo apni meeting ko variyta dega N k, hmare case ko........(2) ye hmari Naukri ki ladaiee h. Court me Political Lawyers khde krke hm apne Case ko Rajneeti ka Akhaada bna de, kya ye sahi hoga ?.........(3) Jb hmare pas Fund ki koiee kmi nhi h, to fir hm apne Case me kewal Professional Lawyer (paid lawyers) ko hi engage kre N k, Free me Case ladne ka aashwaashan dene wale vakeel khoje.......(4) Sbse aham baat to ye h k, ye Political Lawyers ( jinke baare me kha ja rha h k, ve apni Fee nhi lenge), ydi hmare Case me engage hote h; to Sangthan ko enke ARO (Advocate on Record) ki Fee lagbhag ( 35000-40,000/-) to paid krni hi hogi......to fir, hme Fayda kya huaa ? .....Esse acha to yhi hoga k hm apne Case me kewal Paid Lawyers aur professional Lawyers hi khde kre............(5) Jaha tk hmari Bharti ki antim samay seema (31March 2014) ko extend karane ka sawal h, to ese sirf aur sirf Sup.Court hi kra skti h. Kisi Political vyakti k kahne se NCTE ese kbi extend nhi karegi....chunki hmara matter Sup.Court me hai, esliye vo swaym es sandarbh me NCTE ko nirdeshit kr skti h, jiska palan hr hal me NCTE ko krna hi hoga...................Dosto, ye mere apne vichar h. ho sakta h, kuch log meri bato se shmat n ho. Es imptnt matter pe aap log apni rai jaroor share kre...............Thanks.
Posted on: Fri, 31 Jan 2014 13:12:31 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015