Govt ka ek or Jhoot be naqaab. Chaa Gaye ho Shiekh Sb. Shiekh - TopicsExpress



          

Govt ka ek or Jhoot be naqaab. Chaa Gaye ho Shiekh Sb. Shiekh Rasheed vs Parvaiz Rasheed Dono Telephone Line par mojod thy or Parvaiz Rasheed ny to masoom banne ka aalmi record qaym kar diya. Ky usay to kuch pata hi nae ky ISI os MI ky members kiya hoty hain or wo kon hain main nae janta tha unko. Had hai yaar waisay. Ye sala sirf Khan sb par fazool baknay ki duties hi sanbhal sakta hai. Or is main kisi ko face karny ki himaat nae. Ek dafa hamare Omar Sarfraz Cheema sb ny isay speechless kar diya tha or ye bhag gaya, Ek dafa Asad Umar sb ny khob chitrol ki iski or aj Shiekh Rasheed sb ny bhi kar di. Video zaror dikhaye ga :)
Posted on: Wed, 19 Nov 2014 21:28:24 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015