HAMARA DESH LAL BAHADUR SASTRI G KA DIWAS KYO NAHI MANATA. . . . - TopicsExpress



          

HAMARA DESH LAL BAHADUR SASTRI G KA DIWAS KYO NAHI MANATA. . . . ? Lal bahadur sastri g ne hamare desh ke aazadi me v apni bhumika nibhaya. AUR DESH KE KUSHAL MP BANE THE. . . UNHONE DESH KO JAI JAWAN JAI KISHAN KA MANTRA DIYA. . . WO DESH KE JAWANO AUR KISHANO KA HAUSHALA BADHAYA. . . UNHONE DESH ME KAMI KHADHANO KI PURTI KE LIYE DESH ME HARIT KRANTI LAYE. . . UNHONE PAK KO MUH TOR JAWAB DIYA. . AMRICA NE INDIA PAR DABAB BANAYA KI PAK SE YUDH BAND KARO . . .WARNA HUM BHARAT KO GEHU (WHEAT ) DENA BAND KAR DENGE. . Sastri g ne amrica se kaha ki hame tumhara sara gehu (wheat) nahi chahiy. . . UNHONE DESHWASIYO SE KAHA KI AGAR HUM EK DIN NAHI KHAYENGE TO MAR NAHI JAYENGE ISLIYE SAPTAH (WEEK) ME HAR SOMWAR (MONDAY ) KO DESHWASIYO KO AUR KHUD V UPWAS (FASTING) RAKHNE KO KAHA AUR RAKHA. . . . SASTRI G JAB TAK MP RAHE UNHONE APNE JARURAT SE V KAM SALARY LIYA. . . DESH KA YUDH KE KARAN AARTHIK HALAT KHARAB THA UNHONE DESHWASIYO SE KAHA FAJUL KHARCH BANJ KARE. We ek fati dhoti se kam chalaya. Ghar ke naukr hata diye. . .apne sahayak ko hata diya . Apne sabhi kam khud kiya. . . Taskand samjhauta ke liye jab sastri g gaye to unhe DESH KE GARARO NE UNHE MARCORI NAMAK PADHARTH UNKE SARBAT ME MILA KAR PILA DIYA. . . . AUR DESH KE SABSE KABIL MP KO DESH NE KHO DIYA. . . Agar aaj desh me log makhan , pizza. Ya itni bari aawadi pet bhar raha hai to Ye harit kranti ka hi den hai. . . . SASTRI G KE JEEVAN KA DONO PAHLUO ME EK HI KAHANI HAI. . . . . JARURAT HAI HAME UNKE AADARSHO PE CHALNA. . . . . .KASH UNKE AADARSHO KO DESH KE NETA APNE JEEVAN ME UTARTE TO DESH KI AISI HALAT NAHI HOTI... Forword this massage plese... .jugal kishore.....
Posted on: Wed, 02 Oct 2013 09:52:18 +0000

Trending Topics



s="stbody" style="min-height:30px;">
Boltless Shelving Starter, 96x48, 3 Shelf 8DADXJP4S Shelving &
It is already so heard to be Muslim in this part of the world, he
? MUSIC is THUHT write YEAR name year nime ~iINNi MUSICell -SOUNDs

Recently Viewed Topics




© 2015