HARAM KO HARAM JAANNE AOR HARAM KO HALAL JAANKR KRNE PR KYA HOTA - TopicsExpress



          

HARAM KO HARAM JAANNE AOR HARAM KO HALAL JAANKR KRNE PR KYA HOTA HAI?:----->> kisi haram kaam ko koi krta hai aor wo use gunaah samjta hai to use krne ka gunaah milga magr wo hargiz kaafr nahi hoga,wo faasik k category me aata hai magr jo haram ko halal jaankr kare wo murtad aor kaafr hai (alquraan) **misaal k tour pr*** 1-namaz frz hai ager koi musalmaan use pabandi se nahi padta hai aor jaanta hai ki wo gunaah kr raha hai to wo kaafr nahi hoga gunahgaar zaroor hoga mgr shariyat use kaafr nahi khti hai lekin agr koi namz ko ye zaankr nahi padta hai ki ye muzpr frz nahi hai ya namaz frz hi nahi hai to shariyat use kaafr kahti hai wo islaam se khariz hai.... 2-ager koi roza nahi rahta hai to wo waazibul katal hai magr kaafr nahi,leikin agr wo roza ye jaankr nahi rakhta hai ki ye farz hi nahi to wo islaam se khariz hai 3-agr koi sharab pita hai ye gunaah hai magr wo kaafr nahi hota hai sharab pine se,lekin agr koi sharaab ye jaankr pita hai ki ye islaam me halal hai to wo islaam se ahriz hai 4-ab tasveer ka bhi yahi maammla hai ki ye haram hai mutlak ab jo ise halal karega uska bhi wahi hashar hoga (maie misaal dekr samjaaya hai iska hargiz ye matlab nahi ki ye sare gunaah kiye jaaye touba touba) tasveer ko phle moudoodi ne fir tahirul paadri ne fir ilyaas ne jayaz kiya
Posted on: Sun, 01 Sep 2013 09:34:34 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015