===== HASAD SIRF DO BAATON KE LIYE JAYAZ HAI ===== Abdullah bin - TopicsExpress



          

===== HASAD SIRF DO BAATON KE LIYE JAYAZ HAI ===== Abdullah bin Masud Radiallahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya hasad sirf do baton mein jayaz hai ek to us shaksh ke baare mein jise Allah Taala ne daulat di ho aur wo us daulat ko raah-e-haq mein kharch kare aur (dusra) us shaksh ke baare mein jise Allah Taala ne hikmat di ho aur wo uske zariye faisle karta ho aur logo ko uski taalim deta ho Sahih Bukhari, Ilm ka Bayan ,73 ---------------------------------------- Narrated Abdullah bin Masud Radiallahu Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, Do not Envy, except in two cases. (The first is) A person, whom Allah has given wealth and he spends it righteously; (the second is) the one whom Allah has given wisdom (the Holy Quran) and he acts according to it and teaches it to others Sahih Bukhari, Vol 1, Book 3, No. 73
Posted on: Tue, 22 Oct 2013 15:32:20 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015