HINDOLE KA BHAVATMAK SWAROOP - 1.Hindola me jo 2 stambh hein - TopicsExpress



          

HINDOLE KA BHAVATMAK SWAROOP - 1.Hindola me jo 2 stambh hein vah LALITA-VISHAKHA roop hein. 2.LAAL rang ANURAAG UDDIPAN bhav suchak hai atah laal vastra dharan kiye hue hai. 3.MARUWA dandkaranya shrutiroopa ke SHRIHAST ke BHUJ DAND hai. 4.DWAJA bhakta ke ANCHAL fehra rahe hai..iss bhav se hai. 5.CHARO(4) DANDI yugal swaroop ke SHRI HAST hai. 6.Madhya me BELAN hai wah HRIDAY ka bhav hai. 7.Anek jhoomka ABHARAN aadi ke bhav se hai. 8.FONDANA bhakt ki CHOTI k bhav se hai. 9.HINDOLA K VASTRA lahanga saree aadi bhav se hai. 10.Hindola me niche ka AASAN SHRI YAMUNAJI ke bhav se hai. BHAKTA KE HRIDAY KE JO NIGOODH BHAV HEIN UNKO POSHAN DENE KE LIYE SHRI THAKURJI HINDOLA JHULE. Hindola Aarambh: From Shraavan Krushna Padwa to Bhadrapad Krushna Duj i.e. total 32 days, hindola leela is done. With the bhav of four-four yuthadhipatis, doing eight-eight manoraths during this month. We find four main places where hindola leela is done by Shree Prabhu i.e. 1.Nandalaya (Shraavan Krushna Patipada – Ashtami) 2.On Shree Girirajji (Shreevan Krushna 9 – Shraavan Shukla padwa) 3.In Kunjs (Shraavan Shukla 1 – ashtami) 4.On Shree Yamuna Pulin (Shraavan Shukla 9 – Bhadrapad Krushna Duj) In Vraj, the places of Hindola leela are 16. They are: Shree Govardhan Karhala Sanketvan Ajnod Vrindavan Shree Kund Mukhrai Before Krushna kund Lalitakund Kaamvan Kunwara Rithora Barsana Jaav Govindkund Thus Hindola leela for 32 days.
Posted on: Sun, 13 Jul 2014 10:05:23 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015