Hadees: Nabi-e-Kareem(Sallallahu Ta’ala Alaihi Wa Aalihi Wa - TopicsExpress



          

Hadees: Nabi-e-Kareem(Sallallahu Ta’ala Alaihi Wa Aalihi Wa Sallam) FarmateHai, “Allah Ta’ala Ne ‘Maa’ Ki Na-Farmaani Tum Par Haraam Ki, Aur Betiyo Ka ZindaDafnana Haraam Kiya, Aur Kisi Ko Na Dena AurDusroSe Mangne Se Manaa Kiya , Aur Na Pasand Kiya Fizul Bakbak Karna Aur Bahot Sawaal Karna Aur Maal Barbad Karna”. -:(Bukhari Sarif, Hadees No:2247, Musakat Ka Bayan) Sabak: Yaani Allah Ta’ala NeMaa Ki Nafrmani Aur Betiyonko Zinda Dafnana Bhi Haraam Karar Kar Diya,Aur Kisiko Na Dena Matlab Sadqa-Khairat Na Karna Aur Beimano Se KisiChiz Ki Ummid Rakhna Bhi Haraam Thehraya, Aur Fizul Baate Karna, Zarurat Se Jyada Mangna, Maal Ko Barbad Karna Inn SaariBaton Ko Bhi Haraam Me Shumar Kiya Hai.
Posted on: Tue, 13 Aug 2013 08:26:03 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015