Hamare ghar jab mehmaan aataa hai toh hum uska welcom karte - TopicsExpress



          

Hamare ghar jab mehmaan aataa hai toh hum uska welcom karte hai. Ramzaan mehmaan bankar aayaa bachcha bachcha iska welcome karne masjid me haazir hua. Dosto hamara yeh payara mehmaan rukhsat honewala hai. Duniya ka mehmaan jab rukhsat hota hai toh hum use rukhsat karne uski gaadi tak jaate hai. Dosto hamare us azeem mehmaan ke aane par jaise humne uska istaqbaal kiya tha. Uski rukhsati par baazaaro me waqt zaayaa na karo masjido me aajao Qk is mehmaan k sadqe me hame qayamat k din 1 ka 70 milne waala hai. Alvida Alvida Alvida hai Maahr Ramzaan Alvida hai
Posted on: Mon, 05 Aug 2013 03:44:54 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015