Har muslmaan k liye jan na zaroori hai nanaz ke - TopicsExpress



          

Har muslmaan k liye jan na zaroori hai nanaz ke masail ... 1󾔂FARZ kise kehte hai....? ... 󾭶jiska karna bohot zururi hai... 󾭶jo shriat k qataei dalilon se sabit hao... 󾭶farz ka inkar karnewala kaafir hai.. 󾭶bagair kisi shraie mjburi k chodne wala FAASIQ OR AZAAB ka haqdar hai... 󾭶aik bar bhi bagair uzr k farz namaaz janbujkr QAZA kare wo faasiq bde gunah krnewala or azaab k mustahiq hai... 2󾔂WAAJIB kise kehte hai...? .. 󾭶jis ka karna zururi hai... 󾭶jo shariat k zanni dalilon se sabit ho... 󾭶jiska inkaar karnewala gumrah or badmazhab... 󾭶bagair kisi uzr k chodnewala faasiq or azaab ka mustahiq hai.. 󾭶kisi waajib ko jaanbujkr aik bar chodna chota gunah hai or bar bar chodna bada gunah hai... 3 󾔂SUNNATE MUAKKADAH kise kehte hai... 󾭶jiska adaa karna zururi hai or adaa karne me bada sawab hai... 󾭶jisko Huzur...sallallahu alyhi wasallm... ne hamesa kiya ho or kbhi chod diya ho... 󾭶ittifaq se kbhi chod dene pr bhi ALLAH OR RASULULLAH naraz honge or hamesa chodnewala azaab ka mustahiq hai... 󾭶sunnate muakkadah hukm me waajib k qarib hai... 4 SUNNATE GAIR MUAKKADAH kise kehte hai. ... 󾭶jisko krne se sawab milega... 󾭶jisko Huzur...sallallahu alyhi wasallam...ne kiya ho or bagai uzr k kbhi chod bhi diya ho... 󾭶is sunnat ko chod dene napasand kiya lekin... na krne pr azaab ya narazgi nhi... 5 󾔂MUSTAHAB kise kehte hai...? 󾭶har wo kaam jo shariat ki nazar mein pasandida ho or usko chodne pr kisi trh ki napasandidgi na ho... 󾭶chahe us kaam ko hamare AAQA ne kiya ho ya uski targib di ho ... 󾭶Bade Ulma ne use pasand kiya ho...chahe hadis me uska zikar na aaya ho... 󾭶iska karna sawab or na karne me koi azaab o itaab nhi...
Posted on: Tue, 03 Sep 2013 05:38:21 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015