Hazarat Abada(ra)Nabi Kareem (saw)say shab e Qader Kay barey may - TopicsExpress



          

Hazarat Abada(ra)Nabi Kareem (saw)say shab e Qader Kay barey may daryafet keya Aap(saw)nay irshaad farmaya ke ramzan Kay akhir ashra key taak raatu may ha 21,23,25,27,29 ya ramzan ke akhir raat may Jo shaqis ayeman Kay saat savab ke neyat say iys raat may ayebaadat karey iys Kay pachlay sab gunna maf ho gatey ha,iys raat ke minjumla aur alamatu Kay yeh ha ke voh raat kholey hove chamakdar hotey ha saaf shafaaf na zada garam na zada thandi balki muvatadal goya ke iys may(anvaar ke kasrat ke vaja say)chand khela hova ha iys raat may subha tak asmaan Kay setare shayateen ko nahi mare jatey nayz iys ke alamatu may say yeh be ha ke iys Kay baad key subha ko aftaab bagair sha Kay talo hota ha aysa belkul hamvaar takeya ke taraf hota ha jasay ke chaudve raat ka chand.Allah jal Shana nay iys din Kay aftaab Kay talu Kay waqt shatain ko iys Kay saat nekalney say rook deya
Posted on: Thu, 01 Aug 2013 04:02:14 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015