Hazrat Khalid Bin Waleed RZ ne bistar e marg mein araam karte huwe - TopicsExpress



          

Hazrat Khalid Bin Waleed RZ ne bistar e marg mein araam karte huwe apne akhri alfaz kahay thay unme se kuch yeh hain: "Mout likhi na ho tou moutzindagi ki khud hifazat karti hai, jab mout muqaddar ho tou zindagi dorr kar mout se lipat jati hai, Zindagi se ziyadah koijee nahi sakta aur mout sepehle koi mar nahi skta, Dunya ke buzdilon ko merayeh peghaam pohchaa do keAgar Meri Mout Maidaan e Jihaad Mein Likhi Hui Hoti Tou Khalid Bin Waleed Ko Bistar Par Mout Na Aati" Yeh saying har shakhs ke liyeh hai specially aj kal ke corrupt aurbuzdil hukumranon ke liyeh jo eik jagah se dusri jagah move bhi croron ke protocol ke sath krte hain aur America se aese darte hain jese voh khuda ho! #Idris
Posted on: Sun, 18 Aug 2013 04:04:53 +0000

Trending Topics



looked
An honest man was being tailgated by a stressed out woman on a
But Herod the tetrarch, being rebuked (publicly by Yahn) about
Seperti apa hari ini yang telah di lewati Pasti terfikir saat di

Recently Viewed Topics




© 2015