Hum Is desh ki suraksha ka wada karte hai......Hum sapth lete hai - TopicsExpress



          

Hum Is desh ki suraksha ka wada karte hai......Hum sapth lete hai ki hum apni darti maa aur Is desh ki raksha k liye apne paraono se bhi khel jayege.......hum apne ghar aur gawv ko chod kar .........apne maa baap aur biwi bacho ko bhul kar apna sara jiwan Is desh Ki sewa mei laga dege.... Is desh ko dushman se anch bhi na aane dege.........hum Is desh ki sarkar se nivedan karte hai ki woh humare Is balidan ko rupee se sa aanke....Hum chate hai Ki humare balidan ko verath na jane de....mere maa baap aur biwi bacho k aansu aur unki tanha jindgi ko rupee dekar na aanke....Hum chate hai ki humare balidan Ka badla pakistan ko muh tod jawab dekar le... China aur pakistan aaj desh ki aur besharmi se badh raha hai...humare jawan aaye din sahid hote hai...aur Congress sarkar aapni aamdani karne se baj nhi aati...soniya aur rahul to sale italian hai...par kya manmohan ji,parnam mukhraji, k dil mei koi dard nhi hota....kya inka DIL humare desh k jawano K sath hone wale atyachar k liye nhi pisijta...kya Unke dil mei desh bhawna khatam ho gyi hai....... yeh humare desh ko lutne wale dusre angrej hai....jo Is jaisi congress sarkar ka samarthan karte hai woh apne desh k sath dhoka kr rhe hai.....humare desh k log ek sath hokar sakar se jawab mange......unse puche ki unki aesi kya majburi hai jo pakistan k hath pisij raha hai...kya Iska ek matar karan aane wale election mei alapshankhek vote pana to nhi.....sayad desh ki sarkar aapne sawarth k liye yeh kadam nhi utha rhi....yeh humare desh ka durbhagye hai ki hum aur humare desh gandi rajneeti k daldal mei fasha ja raha hai....... Yeh apne desh Ka durbhagye h ki pakistan jaisa farji desh jiska koi sala aukat nh h is duniya mei........woh har bar desh par hamla krta h..........kabhi desh k beto ka sir kat le jate h....... to kabhi desh k jawano par hamla ho jata h....aaj hume ekta ka sandesh dete hue Is pakistan ko iski aukat btana chahiye JAI HIND Yeh sarkar kutto se bhi niche gire hue desh se dosti ka hath badhati hai.......Is pakistan jaise bujdil desh ka to desh ko jawab dena chahiye.....yeh akele jawan ka Sar kat sath le jati hai......humare desh ki sarkar ko isse koi fark nhi padta.....yeh aapne desh mei band jail mei sarabjeet jaise vekati ki nirmam hatya krti hai........to bhi yeh sarkar aur yeh hindustan ki janta chup rahti hai......hum kewal kisi chote accident ya aaraksan k liye desh band ka elaan kr sakte hai..........Hum kisi Neta k marne par rajiye aur rastriye sok ghosit krte hai..........kya hum In jawano k liye kuch nhi kr sakte........aaj humara jamir maar chuka hai......lekin jab aapne ghar ki maa bahen ki ijat ko khatra hoga......tab jake apne imaan aur jamin ko sabak milega..... Hum ab kewal isko padhkar bhul jayege.....par hum jawan Is desh k liye apne parano ka balidan aese hi dege....Jai hind jai bharat...vande matram....
Posted on: Wed, 07 Aug 2013 07:46:38 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015