*Imran Khan nay APS kay open hotay hi Jana tha taham Army ki taraf - TopicsExpress



          

*Imran Khan nay APS kay open hotay hi Jana tha taham Army ki taraf say mana kia gaya. *Hum pr tanqeed karnay walay ya batayn kay Nawaz sharif mulk kay PM hain wo kyun APS nhi gay. *Hum nay apni tahreek ko saniha peshawar ki waja say khatam kia. *Imran Khan k sath sirf 6 sirkari garian thi. *16 december say hakomat committe committe khail rahi hai. *Hakumat nay abb takk koi amli iqdam nhi uthaya. *Hum zakhmi bachoun ki madad karein gay *Ajj jo lawahaqeen kay sath ho us afsor howa or us ki muzamat karta hoon. *logon ajj Imran Khan par ghusay ka izhaar kiya hai is liyay kyun ka log imran khan say mohabat kartay hain or Imran khan ko hi apna leader mantay hain. * is mulk main ppp or pmln ko bhi vote milay hain.imran khan kam say kam gay to hai.bilawal,asif zardari,nawaz sharif kyun nai gay? *Main CM KPK say appeal karta hoon kay wo shaheed asfand kay ghar jain or us ki maa say maafi mangain. *kun kay wo bohot duki hain.
Posted on: Wed, 14 Jan 2015 18:33:08 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015