J ab U n P aanc ho Ko J annat Se Zameen P ar U taara G ayaa T oh A - TopicsExpress



          

J ab U n P aanc ho Ko J annat Se Zameen P ar U taara G ayaa T oh A adam (A laihay Salam) Ko Sri L anka M e, Bibi H awwa Ko A rab M e A ur Shaitaan I blees Ko A s faan M e J o Ki A rab Ke A as P aas H i Koi J azira T ha. Sri L anka M e E k Bahut Bada I ns aani Q admo Ka N is han H ai. Kitaabo M e L ikha H ai Ki Shaayad Wo N is haan A adam (A laihay Salam) Ke Q admo Ka H i H ai. (A llah- U - A alam) . D uniya M e A ane Ke Baad A adam (A laihay Salam) A ur Bibi H awwa Kayee Sau Baras A lag- A lag Bhatkte Rahe, Rote Rahe A ur A pne G unaaho Ki M aafi M aangte Rahe. Fir Bhi U nki T ouba Q abool N ahi H uyee. Fir E k D in A adam (A laihay Salam) Ko Khayaal A aya Ki U nhone J annat M e A rs h- e- M ou’alla P ar A llah T a’ala Ke N aam Ke Saath E k N aam A ur D ekha T ha. A ur Wo N aam T ha H amaare P yaare A aqa A ur A llah T a’ala Ke H abib M ohammed M us tafa A hmad- e-M ujtaba (Sallallahu A laihay Was allam) Ka. Y aani Ki, “L a I laaha I llallah M ohammed- D ur- Ras ool A llah”. A adam (A laihay Salam) N e U s i Waqt A pne D ono H aath U thakar Bargaah- e- I laahi M e Y e D uwaa Ki, “A ye M ere Rab T ujhe U s s N aam Ka Waas ta J o A rs h- e-M ou’ala P e T ere N aam Ke Saath L ikha H ai, T u M ere G unaaho Ko M uaf Kar A ur U s s N aam Ke Sadqe M e M eri D uwaavo Ko Q abool Kar”. U s i Waqt Rahmat- e- I laahi J os h M e A ayee. A ur A llah T a’ala N e A adam (A laihay Salam) Ki D uwaa Q abool Ki. A adam (A laihay Salam) A ur Bibi H awwa Bhatakte H uve M akkah Ke P aas M ina Ke M aqaam P ar P ahoonc he, Wahaa P ar E k P ahaadi H ai J ahaa P ar U nka M ilan H uwa. U s s P ahaadi Ko J abal- e- Rahemat Kahete H ai. Kyonki U s s P ar A adam (A laihay Salam) A ur Bibi H awwa Ka M ilan H uwa A ur A llah T a’ala Ki Rehamat N aazil H uyee T hi. Woh D ono E k D us re Ko P aa Kar Bahut Khus h H uve A ur A llah T a’ala Ka Shukr A daa Kiya. A b Wo D ono Saath M e Rahne L age U s s Waqt U nhe J udwaa A ulaade H oti T hi E k L adka A ur E k L adki. U s s Waqt I ns aani A abaadi T oh T hi N ahi. I s iliye U s s Waqt Y e Shariyat (Q anoon) T ha Ki P ahle P aida H uve L adke Ka D us ri Baar P aida H uyee L adki Ke Saath N ikaah A ur D us re L adke Ka P ahli L adki Ke Saath N ikaah H ota T ha. P ahela J o L adka T ha U s s Ka N aam Q abil T ha A ur D us ra J o L adka T ha U s ka N aam H abil T ha. L ekin J o L adki Q abil Ke Saath P aida H uyee T hi Woh J iyaada Khubs urat T hi, A ur J o L adki H abil Ke Saath P aida H uyee T hi Woh Kam Khubs urat T hi. Q abil N e A pne Saath P aida H uyee L adki Ke Saath N ikaah Karne Ki Baat Ki. J ab Ki Shariyat Ke H is aab Se U s ka N ikaah H abil Ke Saath H ona T ha. L ekin Q abil N a M ana. U s e A adam (A laihay Salam) A ur Bibi H awwa N e Bahut Samjhaya P ar Woh Zid P ar A dhaa Raha. T ab A adam (A laihay Salam) N e Kahaa T um D ono A llah T a’ala Ke H uzur M e Q urbaani P es h Karo J is Ki Q urbaani Q abool H ogi Wohi P ahli L adki Se N ikaah Karega. J ab D ono N e A pni A pni Q urbaani E k P ahaadi P ar P es h Ki T o H abil Ki Q urbaani Q abool H uyee Q aabil Ki Q urbaani Q abool N a H uyee. Shaitaan I blees N e Q abil Ko Bahkaaya Ke T um H abil Ka Q atal Kar D o, Woh H i N a Rahega T o T umhara N ikaah P aheli L adki Se H o J aayega. A b Q abil M ouke Ki T alaas h M e Rahne L aga. E k D in U s s Ko M ouka M il G aya A ur U s ne H abil Ka Q atal Kar D iya. Q atal Karne Ke Baad U s ko Samjh N a A aya Ke H abil Ki L aas h Ka Kya Kare. U s s e D ar T ha Ki Koi D ekh N a L e. I s iliye Woh H abil Ki L aas h Ko Kandhe P ar U thaaye Firta Raha. T ab A llah T a’ala N e D o Faris hto Ko Bheja J o Kawve (C row) Ki Shaqal M e A aye A ur Q abil Ke Saamne L adne L age. Baad M e E k Kawve N e D us re Kawve Ko M aar D aala A ur A pni C hoc h Se M itti Khod Kar U s s M e D afna D iya. Q abil Y e Sab D ekh Kar Bahut P as hemaan H uwa A ur Kahaa, “H aye Re M eri Bad Bakhti, Ke M ai Kawve Se Bhi G ayaa- G uzra H uwa H oon. “Fir U s ne Bhi G adhdha (Q abar) Khod Kar H abil Ko U s s M e D afna D iya. A ur Y ahee Se M urdo Ko D afnane Ka Riwaaz Shuru H uwa. A ziz D os to Y e Zameen P ar Kis i I ns aan Ka Y e P ahela Q atal T ha. I s iliye Riwaayato M e A aya H ai Ki I s ke Baad Zameen P ar J itne Bhi Q atal H oge U s ka V abaal Q abil Ke Sir P ar Bhi H oga. J o Q atal Karega U s s Ke Sir P ar T oh H oga H i H oga.
Posted on: Tue, 23 Jul 2013 05:32:39 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015