Jab tu pehli bar milla tha ankhon ko kitna bhayya thaJab tu pehli - TopicsExpress



          

Jab tu pehli bar milla tha ankhon ko kitna bhayya thaJab tu pehli bar milla tha ankhon ko kitna bhayya thaMain bhi apni soch main gum tha tu bhi kuch khoya khoya sa thaTairi ankhain bol rhe thein lakintu chup chap kharaa thaTaira dil main b tufan thy main bhi kuch kehna chahta thaLakin us mahfil na maira hontoun ko he see dalla thaJaisa wahan par her shaks humdonoo ko he dekh rha thaTujh sa mill kar jany mujh ko kyun kr ya mehsos hva thaJaisa maira dil muddat sa ek tujh ko he dhond ra thaHalaan k tu ghairr tha lakin janykyun apna lagta thaTairi sundar see Ankhon na mujh ko muj sa cheen lia thaUs mahfil k bad main aksar khoya khoya sa rehta thaKitna mousam beet gay phir main tujh ko na dakh saka thaW0 din mujhko yad aty hain jb main baahkal sa rehta thaDil yeh pagl dil maira jany kyun kr na lagta thaRaat gay tak main sarkoun par ba maqsaad gumma karta thaPhr ek din mairaa jewaan main zehreela toufan utha thaJc na ehsasaat ko maira raizaa raizaa kar dala thaJc din main baichain sa ho kar tajmahal k pass khara thaAkhir jab main us sa ukta kar wapis loat raha thaEk daam main na tujh ko daikha tu ab tak pholoun jaisa thaLakin taira sath koi our tha jc sa tu hanns bol raha thaDaikh k taira sath kici koDaikh k taira sath kici ko main andar sa toot gaya thaPhir jb tu na mujh ko daikha tu ek daam hairaan hova thaMairi halat dakh k tu na jany kiakia poucha thalakin kia batlata tujhkolakin kia batlata tujhko tu tu mujhko bhol gaya thaMain na us shab ghar maim aa kar ek bra paymaan kia thaRaat k baarah(12) bajny ko thy her su gehra sanata thaMain na bhi faizan.e.wafa ki sab rasm0un ko torr dia tha0ur apna dil par pather rakh karus k shehr ko chor dia thaUs k shehr ko chorr dia tha..
Posted on: Sun, 26 Jan 2014 09:35:47 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015