Jaisay kay aap ko bataya gaya tha kay Punjab Kay 14 izlaa may Mard - TopicsExpress



          

Jaisay kay aap ko bataya gaya tha kay Punjab Kay 14 izlaa may Mard aur Khawateen police constable kee jobs aye hn,taleem kam az kam matric,umer 18 say 25 saal,Mard kay lye kam az kam height 5 foot,7 inch,khatoon kay liye 5 foot,2 inch.form jama karanay ke aakhri tareekh 10 september. *Ab schedule aya ha,Jismani Test 16 say 19 Sep,22 Sep ko written test,interview 25 say 27 Sep,kamyab umeedwaron ka ilan 29 Sep. PLZ FWD
Posted on: Sun, 08 Sep 2013 07:35:18 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015