Jis shehar may lakhon log bhukay sotay hain, paishawar bhikarion - TopicsExpress



          

Jis shehar may lakhon log bhukay sotay hain, paishawar bhikarion ka selab ho, nahaq khoon bahaya jata ho, musalman aik dusray se banam e maslaq nafrat krain, khun e nahaq pr khamoshi ho, bazaron may nap tol ki kami ho, mazhabi mahafil may qeemtain barhanay aur zakhira andozi par ittefaq hota ho, jhut bolay sunay bger chain na milta ho, kamzor kirdar ky log nachnay walion ky sath beth kr mazhab sikhayen, mzhab pagrion aur darhion may qaid ho....yaa Rab, aisay shehar ki ibadaton ka kia hoga??
Posted on: Sat, 20 Jul 2013 23:34:15 +0000

Trending Topics



a>
In Pain or Confused?.....Whale Medicine and Wisdom We are

Recently Viewed Topics




© 2015