Kabhi kabhi dil chahta hai kuch aisa ho jaye Paper ho par result - TopicsExpress



          

Kabhi kabhi dil chahta hai kuch aisa ho jaye Paper ho par result na aye, Class ho par teachr na aye, Bus me baithe par Collage na jaye, Picnic jaye or wapis Hi na aye, Hafte me 3 din ho aur fir Sunday aye. Sote rahe din bhar, Shaam ko ghumne jaye, Hum bilkul na padhe aur pass ho jaye, Sab dost saath rahe aur chuttiyan manaye, Jise chahte he dil se wo apna ho jaye, Barish me bheege or zor se gaye, Duniya ko bhul Kar fir bacche ban jaye Bheed se dur ek duniya banaye, Saari zindgi bas yuhi kat jaye, Kaash ye saare sapne sach ho jaye Kabhi kabhi dil chahta h kuch aisa ho jaye.
Posted on: Tue, 25 Jun 2013 19:36:42 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015