Kaisi khala ye dil mein basi hai Ab toh khatayein fitrat hi si - TopicsExpress



          

Kaisi khala ye dil mein basi hai Ab toh khatayein fitrat hi si hai Main hi hoon woh jo rehmat se gira Aye KHUDA gir gaya gir gaya Main jo TUJSE door huaa Lut gaya, Lut gaya.. Aye Khuda... aa... Gir gaya, gir gaya Main jo tujh se door hua Lut gaya, lut gaya.. Kaisi khala ye dil mein basi hai Ab toh khatayein fitrat hi si hai Main hi hoon woh jo rehmat se gira Aye KHUDA . gir gaya gir gaya Main jo TUJSE door huaa Lut gaya lut gaya... Itni khatayein tu lekar chala hai Daulat hi jaise tera ab Khuda Har pal bitaaye tu jaise hawa hai Gunaah ke saaye mein chalta raha Samandar sa behkar tu chalta hi gaya Teri marzi poori ki, tune haan har dafaa Tu hi tera mujrim bandeya Aye KHUDA gir gaya, gir gaya Main jo TUJSE door hua Lut gaya, Lut gaya.. Kyun jurtaa iss jahaan se tu Ik din ye guzar hi jayega Kitna bhi samet le yahaan Mutthi se phisal hi jayega Har shaKHS hai dhool se bana Aur phir usme hi jaa mila Yeh haqiqat hai tu jaan le Kyun sach se muh hai pherta Chahe jo bhi hasrat poori kar le Rukegi na fitrat yeh samajh le Mit jayegi teri hasti Bar na payega yeh dil bandayaa Aye KHUDA gir gaya Gir gaya Main jo TUJSE door huaa Lut gaya Lut gaya.. Gar tu soche tu hai gira Mere haath ko thaam, Uth zara! Tere dil ke dar pe hoon khara Mujhko apna le tu zara Tu kahe tu hai saaye se ghira Teri raahon ka main noor hoon Tere gunaha ko khud pe le liya Meri nazron mein bekasoor tu Aisa koi manzar tu dikh la de Mujhe koi shaqs se milvaa de Aisa koi dil se TU sunwa de Ki zakham koi usey na mila Aye KHUDA.. gir gaya gir gaya Main jo tujhse door huaa Lut gaya, Lut gaya..
Posted on: Fri, 22 Nov 2013 13:23:22 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015