LEt me end this conversation. We are all cousins by the way u know - TopicsExpress



          

LEt me end this conversation. We are all cousins by the way u know that? Hazrat Adam and Hawwa se nasal chali right? Unki aulad jorion mein peda hoti thi. Subah walon ki shaam se shadi hoti thi and vice versa. Point is kay subah aur sham kay drmyan bhai behn cousin nhi banjate thay, they remained siblings! Har larki apki behn hai or apki apni behn bhi apki behn nhi! Its |YOUR choice... ya to nazar mein haya peda karo( and mardon ko zyda hukm hai haya ka banisbat aurton kay), ya apni bkwas band kro . Mard teharhi pasli se nhi nikle aurton ki, wo nikli hein. They compliment you, rear you, give you love peace, protection and hope. SO THAT YOU CAN GO AHEAD and be fearless, wage wars, become kings, kill your brothers or whatever. A woman by constitution is weak in the sense that she needs to reared. And yeh mard ka kaam hai kay woh use kesay chalata hai. Is dajjal kay daur mein jab mard hi hijray hon to aurten to unki khuahishaat k mad-e-nazar kapre utarengi hi na???! Munni badnaam hogi, sheela jawan hogi aur apki bin shadi ki behn 2 bachon ki ma hogi. This is all western and indian bullshit. Apne kaano aur dilon pe taalay kyun nahi lagate in cheezon kay khilaaf. But jo log ben ten and pokemon dekh kay bray hongay...5th bday sey pehlay unki 100+ pics share hochuki hongi, woh apni aulad ko kya sikhayen gay???? My dear brothers and sisters, meri talkh kalami muaf kijiyay ga but dil phat ta hai jab Muslim ummat ki pasti dekhta hun woh bhi tab jabke hmarey Nabi (S.A.W.W) was the one jiskay liyay kayinaat bani. Yeh dajjal ka daur hai and TV print media internet and TECHNOLOGY especially the recent semiconductor one ARE ALL HIS TOOLS. yeh uskay liyay dunya tyar horahi hai kyunkay aik khaas zlalat kay prevalent level se pehlay woh zahir nahi hosakta. So the need of the hour is to open the Quran and Hadith and usko rattay marne and tilawat kay ilawa thora sa tarjuma and tashreeh kay sath bhi parhlen. MEhrbani hogi apki...mujhpe nahi apke apne haal mein. MEin to pagal hun, jahil hun, ganwar hun: Aj hun kal nahi. Khudaara apni zindagiyon ko dao pe mat lgao. And yehan pe aik aur ghalat ul aam concept kay har bande ki rooh farishta e ajal khud zabt karta hai. Aik ayat ka hawal lay kay bta raha hun kay shaitaan bhi apke marne kay time hazir hota hai apnay tmam tolay kay sath. Agar apke gunah zyda niklay to apki rooh uske khatay mein jayegi. Quraan mein iska istarh zikar hai. Aur panah mangta hun marg kay waqt se kay shaitaan meri rook "ucchak" le.... Find the reference yourselves! Halwa khane kay boht aadi hogye hen hum
Posted on: Tue, 23 Jul 2013 23:33:11 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015