Lady 1: Tumhare beta aur beti ki shadi hui hai, Tumhari bahu aur - TopicsExpress



          

Lady 1: Tumhare beta aur beti ki shadi hui hai, Tumhari bahu aur damaad kaise hain? Lady 2: Meri bahu to bahut buri hai roj late uthti hai aur mera beta uske liye chai banata hai, Ghar ka koi kaam nahi karti aur jab dekho mere bete se bahar khana khane ke liye kehti rehti hai.. Lady 2: Aur tumhara damaad ? Lady 1 : Mera damaad to farishta hai roj subah meri beti ko chai bana ke pilaata hai aur wo aaram se uthti hai, Usko ghar ka koi kaam karne nahi deta aur usko aksar bahar khana khane le jaata hai, Aisa damaad to sabko mile..
Posted on: Tue, 15 Oct 2013 18:24:33 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015