Like my Page at Yaadain & SWATI…. Page owner at Angel - TopicsExpress



          

Like my Page at Yaadain & SWATI…. Page owner at Angel Swati Song: Ish Diwane Ladke Ko, Koi Samjhaye Singer: Aamir Khan, Alka Yagnik Music By: Jatin Lalit Lyricist: Sameer Movie / Album: Sarfarosh (1999) Actor: Aamir Khan, Sonali Bendre Film Director: John Mathew Matthan Film Producer: John Mathew Matthan Category: Shikwa Shikayat Songs, Ched Chad Songs Film cast: Aamir Khan, Sonali Bendre, Naseruddin Shah, Mukesh Rishi, Smita Jaykar, Akhilendra Mishra, Govind Namdeo, Akash Khurana, Ahmad Khan, Rajesh Joshi, Ali Khan, Manoj Joshi, Sunil Rege, Rohit Raj, Sunil Shinde, Pradeep Rawat, Makrand Deshpande, Upasna Singh, Anil Upadhyay, Surekha Sikri, Ramdas Jadhav, Rajendra Mehra, Varun Vardhan, Srivallabh Vyas, Radhika, Pinky Chinoy, Avantika Verma, Sukanya Kulkarni, Nawazuddin Siddiqui, Salim Shah, Ramesh Goel, Jaywant Wadkar is diwane ladke ko,koi samjhaye pyar mohobbat se na jaane,kyu ye ghabraye is diwane ladke ko,koi samjhaye pyar mohobbat se na jaane,kyu ye ghabraye dard-e-dil,jaane na,paas main jitna aau utni dur ye jaaye,jaaye,haa jaaye is diwane ladke ko,koi samjhaye pyar mohobbat se na jaane,kyu ye ghabraye dard-e-dil,jaane na,paas main jitna aau utni dur ye jaaye,jaaye,haa jaaye is diwane ladke ko,koi samjhaye pyar mohobbat se na jaane,kyu ye ghabraye rang na dekhe,rup na dekhe ye jawaani ki,dhup na dekhe arz hai,kuch majnu bane,kuch raanjha bane kuch romiyo,kuch farhad hue is rang rup ki chaahat main naa jaane kitne barbaad huye vo dekho ishq main iske,baanvri hu main ye bhala hai to,kya buri hu main ye ladka,hai phir bhi,jaane kyu sharmaaye jaane kyu sharmaaye,haay sharmaaye is diwane ladke ko,koi samjhaye pyar mohobbat se na jaane,kyu ye ghabraye jaanti hu main,ye tadapta hai pyar main iska,dil dhadakta hai jise dekho dil ki dhui ramata hai are ye mandir nahi hai,shivala nahi hai hasino se kehdo kahi aur jaye mera dil hai dil,koi dharamshala nahi hai ye akele main,aah bharta hai phir bhi kehne se,ye kyu darta hai sach kuchh bhi,bole na,jhuthi baat banaaye jhuthi baat banaaye,haan banaaye is diwane ladke ko,koi samjhaye pyar mohobbat se na jaane,kyu ye ghabraye dard-e-dil,jaane na,paas main jitna aau utni dur ye jaaye,jaaye,haa jaaye is diwane ladke ko,koi samjhaye pyar mohobbat se na jaane,kyu ye ghabraye phul khilte hain,bahaaron ka sama hota hai aise mausam main hi to,pyar jawaan hota hai dil ki baaton ko,hothon se nahi kehte ye fasaana to,nigaaho se bayaan hota hai
Posted on: Tue, 08 Oct 2013 08:01:02 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015