MY DAIRY MY CRATION 1. kamakar thoda kum bhi maje lete hain - TopicsExpress



          

MY DAIRY MY CRATION 1. kamakar thoda kum bhi maje lete hain jindgi ke parwah nahi karte mast rehte hai kuch garib loot kar sare desh ko kamakar khub paise bhi dukhi rehte sara sara din bechhan rehte hai aamir 2.subh subh aakar pass mere ku is kadar muskurati hai tu pahuch jate hai khuli aankhon se bhi sapno ke desh me jase jannat ke najaron ke bich chhod aati hai tu. 3.girakar apni gili julfen chehre par mere ku dhati hai tu subh subh kayamat noor ki bunde bina izazat chali aayi hai sayad aaj jab khuda mangega hisab to aaygee faristo ki shammat . 4.din me tu ratoon me bhi tu sapno me bhi ab to surat hai tere are hum to tere piche ho chale hai pagal. ye to nasib hamara thha aacha jo pa liya tujhko varna to tere khubsurti ke to faristey bhi hai kayal. 5.jhuti bateen jhuti shan jhuthi shohrat sada jhothi hi ijjat hoti aamiro ki jaise dikhtey hai hote hai waise hi are sachhe jindgi hoti hai garibon ki. 6.chalte chalte achanak aa gaya khayal uska parr uske dikhai diye jaise bujj rahi thi uski payal uske tassabur me takrakar gir pade jamin per ruh to pahle hi jakhmi rehte thi jism bhi ho gaya ghayal. 7.chala jau chahe kahin bhi jikr tera karte hain sare baton baton me pata hi na chala kub tum itne karib aa gaye hamare 8.padhao likhao karo dil se khub izzat bahut jaruri hai mahilaon ka karna vistar par galat sahi me pahchan bhi ho jaye muskil itne jyada bhi mat do inko adhikar
Posted on: Sat, 17 Aug 2013 15:26:09 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015