Media ka asli chehra………… Aaj jo desh mai andhvishwas ka - TopicsExpress



          

Media ka asli chehra………… Aaj jo desh mai andhvishwas ka mahoul bana hua hai.Dharm,pooja,bhakti,ect ka jo bajarikaran hua hai,Usake piche inn dusht Babao ke sath,sath mediya bhi utana hee doshi hai.jitane yah dharm ke thekedar.Jitne bhi news channel hai,yah satya nahi dikhate hai.yah sabhi bhrasht aur chor hai.mediya ko sirf aur sirf TRP aur add se hee matlab hai,wah add kisaka hai , uss add se samaj,children, inshaniyat ka kitna loss hoga aaj ki iss bhrast mediya ko kuch bhi lena dena nahi hai.sabse jyada samaj ka loss yah mediya hee kar raha hai. Mediya bataye paiso ke liye kis chor baba ka ADD Tv par nahi dikhaya gaya ?Ajj desh mai jitney bhi pakhandi hai sabhi ko mediya ne hee banaya hai.pratyek TV chennal (news) kisi na kisi bhrast baba ka dalaal hai.Aaj desh mai Balatkar ho rahe hai,unke doshi yah dusht baba(tantric)to hai hee.inke sath sath yah mediya bhi utani hee doshi hai jitney yah dusht baba.Kyoki babao ka ADD kar ke hee mediya ne unhe vyapari banaya hai.sabse jyada mandiro mai bheer iss mediya ke karan hee badi hai.mediya mandiro ke thekedaro se paisa lekar mandiro ki jhoothi (galat) mahima janta ko dikhakar mandiro ko dukaan bana diya hai.TV chennalo par subah subah koi bastu bala , koi rashi bala koi lal,leeli,kali,kitab ka ADD deta hai.yah sabhi samaj aur Inshaniyat ke shatru hai. Mai bharat ke hee nahi All world ke bastubale,jyotishi,tantric,baba,mullah,padari,ect ko challenge deta hoo yadi sachche ho aur samaj aur inshaniyat ke shatru nahi ho to hamare samne aao,phir tumhe tumhari aukat dikhate ki tum kitne paani mai ho.RAHU,KETU,SHUKRA,SHANI,MANGAL,BHOOT,mashan,jinn,pitra,BHAIRO aur jo bhi kuch ho ,jiska bhay dikha kar inn logo ne jo vyapaar ka naya idea chaloo kiya hai.sabhi ko challenge deta hoo(all world ke sabhi tantric ek hokar bhi)mera ek baal bhi tera karke dikhao.kuch to itane bade kamine hai home mai kai bhi karya ho koi paida ho ya phir mratyu ho sabhi karya mai inn dushto ko dalali chahiye.yadi nahi dete to kya ukhar loge yah Agent ? Ajj jo all world mai ho raha hai usake piche yah dharm ke thekedar hee hai.jo nafarat all world faili hai usaka sabse bara karan yah dharm hee hai.yadi samaj ko inn dharmo main a banta hota to, jo khoon hamare nirdosh bhai , bahano ka wah raha hai, wah nahi bahata.jiss bhi dusht shakti aur manushyo ne inshan ko dharmo ke naam par banta hai.unn sabhi dusht shaktiyo ka khatma bahut hee jaroori hai.ab all wolld se inn sabhi dharmo ko khatm karna jaroori hai.bahut jald all world sabhi dharmo ko khatm kar dooga.yadi kishi ki bhi aukat ho to mujhe rok kar dikhaye.yah challenge world ki unn sabhi dusht shaktiyo ko hai jo inshaniyat ki shatru hai. Inn dharm ke thekedar aur mediya ki bajah se hee,aaj log bhagwan allah god ect ko mandir masjid charch ect mai dhodhate hai.mai pratyek uss manav se poochata hoo,jo mandiro mai bhagwan ko pane jate hai.bhagwan mandiro kise mile sabot ke sath hamare samne aaye.kisaki aukat hai , jisaka na aadi hai aur na antt, use paththaro ki diwar bana kar koi kaid kar sakta hai kya ? jo manav mandiro mai jate hai wah bataye kya diya hai bhagwan ko ?jo bhi mandir ect jata hai wah sirf aur sirf apane nihit swarth poorti ke liye hee jaate hai.bhagwan kya kishi ke baap ke naukar hai jo mandir mai hee rahe.unaki marji hogi waha rahege aur ghoomege.ajj ke mandir only dukan hai,waha ke poojari dukandar,aur jo bhakt(swarthy)hai wahi inn dukano ke grahak hai.hamne to mandiro ka apmaan kar diya .ab to pandit kahge yah to paap hai.kintu mai to dekhana chahta hoo ki kisaki aukat hai . jo mujhe satya kahne ka dand dene ki aukat rakhata hai.jisaki bhi aukat ho samne aaye.dekhta hoo maut ke samne kaun aata hai. Yah dharm aur dharm ke thekedar hee inshaniyat ke shatru hai.yadi inshaniyat ko bachana hai to inn sabhi dharmo ka khatma bahoot hee jaroori hai.mai bahut jald inn sabhi agento ko sarwnash kar doonga. Bhagwan ne manushya ko sab kuch diya,kintu manav ne bhagwan ko sirf chhal , kapat,aur farew hee diya hai.sabhi pooja,paath,iwadat,bhandara,daan,ect apane swarth poorti ke liye hee karta hai manushya.jab manushya ne swarth ke liye hee yah sab kiya hai,to bhagwan sabta baap hai , jo tumne bhagwan ko diya wahi ab tum sabko malega.all world mai jitney bhi baba hai , sabhi ko sirf bhagwan ne jhunjhuna hee diya hai.hilate raho bajata rahega.isase jyada tumhari aukat nahi hai.jab tumhe bhagwan ne jhunjhuna diya tum apne ko khuda samajh baithe.aur tum sabhi ka sarbnaash jaroori ho gaya.bhagwan ke agento aur agento ke agento tum sabhi ka sarbnaash nishchit hai.ab dekhata hoo kaun see shaktitumhe bachane aati hai.croro kamane balo jisaki aukat nahi thi tumhari . wahi karne ki koshish ki,ab sabhi ka sarbnaash nishchit ho gaya hai. Rajnetao se jyada bhrasht,dhoort,yah dharm ke thekedar hai.inshan ko haiwan banaane ke peejhe yah dharm ke thekedar hee hai.balatkar ke sabse bade doshi yah dharm ke thekedar hee hai.yah dusht shaktiyo ki pooja karte hai aur badnaam peero ect ko karte hai.ab mai inn dusht shaktiyo ka hee khatma kar doonga,jisaki dam par tumne samaj ko dushit kiya hai.mai tree ke patte nahi,Tree ko hee jad se ukhar kar usame aag laga deta hoo. Yah dharm ke thekedar aur mediya pich taiyar karte hai.phir yah bhrasht rajneta iss pich par baiting karte hai.jyada tar neta inn dharm ke thekedaro ke talwe chatate hai.ab sabhi ka saewnaash nishchit hai.yadi kishi ki bhi aukat ho to mujhe rak kar dikhaye. Damini ko US ne samman diya aur bharat ki sarkar use nyay tak nahi de saki.yah napunsako ki sarkar hai.sabhi ki batteri khatm ho chiki hai.ab charge nahi ho sakti hai.kyoki jyadatar neta ayyass aur aurat khor hai .aur ab sabhi ka sarwnaash nishchit ho gaya hai.ab dekho jo garmi padegi ki sabhi jaloge surya ke tej se.
Posted on: Wed, 24 Jul 2013 04:20:27 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015