Mere Bhayiyon aur behnon dekho ye hamla hamare pyaare mazhab par.. - TopicsExpress



          

Mere Bhayiyon aur behnon dekho ye hamla hamare pyaare mazhab par.. ab ye logon ka target Masaajid hai... ye national ki baat nai hai international baat hai.. YE islam ke dushman hamare masajidon ko terrorist organisations kharar de rahe hai... Kya kiya tum ko masjidon ne ? kya musalman paanch waqt ki namaz padhna tumhare aankhon mein chub raha hai ? ya dine din tumhare mulk mein ISLAM ki tedaad badthi jaarahi hai ye tumko chub rahi hai ? abhi toh ye sunni shia kahkar hum ko lada rahe hai.. wo din door nahin ke direct hamare masjidon par hamla karne lagengey.. mere bhayiyon abhi kuch der nahin hai, aajao deen par, batlado is duniya ko hamara maqsad jihad nahin hamara maqsad aman hai.. hamara jihad naainsafi ke khilaaf hai, zulm ke khilaaf hai, maasoomon ke qatl ke khilaaf hai, behayayi ke khilaaf hai. Indian.Muslim.Media ke kuch sawaal Newyork police se... agar mosques terrorist organisations hai toh ... wo churches ko hum kya kehna jis ko jaane waale ne iraq par mass destruction bombs hai ka ilzaam lagakar saddam ko aur poore mulk ko tabaah wa barbaad kar diya aur wahan pe kuch nahin mila.. aur phir world trade center ko khud udakar ilzaam osama par lagakar poore afghanistan ko jang ka nishana banakar laakhon massomon ki jaane li hai.. kya ye taleem tumhein church ke father dete hai ? ye toh sirf 2 misaale hai... tum laakh koshish karlo... aakhir mein jeeth hamari, likha huva quran mein hai... Admin 007
Posted on: Sat, 31 Aug 2013 13:18:02 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015