Meri yaad ayegi tumhe jab Door chali jaunga….Door itna ki kabhi - TopicsExpress



          

Meri yaad ayegi tumhe jab Door chali jaunga….Door itna ki kabhi Lout ke na aaunga…Ab tak tumhare dil me Rehti tha…fir tumhari Yaado me bas Jaunga….yaad ayegi Bate aur mulakate….magar kabhi tumse mil na paunga…..tadpoge Tum bhi mere bare me soch kar…magar Tab mai nazar na aaunga…tumhe Jaan se jyada Chahta hu..par shayad sabit na Kar paunga….log Kahte hai pyar amar Hota Hai fir to….Mai khud ko hi amar kar jaunga…..Mere pyar ko sahara dena tab….Jab aakhri dum par Tumhe bulauga….Meri yaad aaye to Rat ko bahar aakar dekhna....me ek Chamkta hua tara Ban jaunga….aansu Mat bahana mujhe Yaad karke….varna Naraz me ho jaunga…..Suna hai 7 janam Milte hai insaan ko…..Waada raha… baki 6 Janam tumhare sath Bitaunga.... GOOD MORNING ALL FRNDS
Posted on: Thu, 18 Jul 2013 02:16:39 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015