Momineen aaj dargah ki arbitration ki date main badi karbala main - TopicsExpress



          

Momineen aaj dargah ki arbitration ki date main badi karbala main najayaz karobari aur kabiz Moid khan aur Wasim khan KO jald az jald kisi nateejay main pahunchne KO kaha gaya hai. Aur inko kaha gaya hai ki ek date confirm kare Karbala KO vacate karne ki. Manzil bahut hi nazdeek hain, sab dua karein aur agli date kal confirm Kari jayegi. Anjuman ka hausla badhane Kay liye momineen zyada se zyada tedad main next date par Islamic center par pahunch jayein.
Posted on: Fri, 14 Nov 2014 16:46:02 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015