Mughle Azam q perennial favourite of many. Some dialogues - TopicsExpress



          

Mughle Azam q perennial favourite of many. Some dialogues explained Mughle Azam = The Great Mughal ( a name given to Akbar) Jumbish* makun^ = Do not Move ( motion/ movement| ^do not) Everytime Akbar appeared on the scene as per protocol it was announced Jumbizh makun, hoshiyaar, Zille Ilaahi * tashreef laa rahe hain ( Zille Ilaahi =shadow of God on earth) Jo aapke ghar aate hain woh Tashreef laate hai | agar aap kisi ke ghar jaayein tau aap haazir hote hai. Tashreef literally means honouring As children there was a joke What kind of great king is this, kept asking for a takia ( pillow )& nobody brought it Word was #Takhliya # Takhliya means privacy, solitude and is used for monarchs / princes when they want solitude agar Zille ilahi ne yahan dekh liye tau Anarkali ki qabr aapki aagosh* mein ban jaayegi *embrace, lap Mohabbat jo dar jaati ho woh mohabbat nahi aiyyashi* hai , gunaah hai *literally means lust , lechery Adab se baat karo = talk politely, courteously / keep within the boundaries of etiquette & protocol ( in the movie) beraham = cruel, merciless Humein iss Parwaan^ e azaadi* pe mohar** chaahiye Hum not main was the royal pronoun ^moth, lover, warrant, permission *freedom **seal Hamaari bakshi huyi yeh aziimushshaan* saza tumhe bhugatni hogi *great, magnificient hamaare faislon par tujhe koi ikhtiyaar* nahin hai *Power/ authority yeh raat Akbar e Azam ke Mansoobon* pe bhaari guzregi *plans Another misused word is tashreef. I have heard someone say, main kal aapke ghar tashreef laaonga . It shd have been haazir honga saahib e alam* tashreef laa rahe hain *master of the world used for princes sahab =master, gentleman, alam= world Aakhir e kaar* akbar e azam ki garm nigaahon se who mom^ pighal gaya jis tu bani huyi thi *At last ^ wax woh Kaagazi zevar* jal ke khaak ho gaya jisko pehan kart u itraati phirti thi reference to impermanence of emotions/ disloyalty Daghabaaz kaneez = deceitful maid buzdil laundi = cowardly slave Sharm-naak = shameful, disgraceful Sharm-saar = ashamed, repentant Akbar ki buzdil laundi Ek jhooti kasam thi jo mera imaan badal gayi Sharmnaak badnaami ka daagh thi jo mere daman pe laga aur dhul gaya Zille ilaahi ke huzoor* mein saahib e alam ka paighaam^ hai *in presence of a superior authority ^message (courtly, formal language) Waliahad e sultanat = Heir to the throne ba awaaz e buland = In a loud voice Khud mukhtaari* ka eilaan^ karta hun *autonomy ^announcement Mukhtaar = ndependent,authorised,empowered Mera Mutaalba* hai ke Zille Ilaahi, Anarkali ko meri begum aur Hindustan ki hone waali malika tasleem^ karein * asking for, demand ^accept Taimuri nasl = Timurs descendant ( nasl = breed) Khuddar = one with self respect/ self respecting Mazhab o millat ki parwaah kiye baghair mazhab= religion millat = community, nation, subject, faith Jawaani ke khumaar* mein doobi huyi iss tahreer^ ko aakhir tak padho *intoxication/ nasha ^document Nacheez* ki zubaan maazur^ hai *insignificant, worthless ( commonly used to describe self when talking to others) ^helpless Aaj hadd* e adab muqarrar^ nahi. Byaan** Ho! * limitations laid by etiquette ^fixed **narrate / continue narration mukarrar = repeatedly, again and again ( popularly used in mushairas - encore) is not to be confused with Muqarrar = fixed baghawat* & Baaghi^ *rebellion and ^rebel Tareekh* gawah hai Qatl** suhag ki aabroo^ par sati ho jaane waali Rajput malika *History **kill /murder ^reputation, chastity, dignity In haathon se talwar kya uthegi jo Suhaag ki choodiyon ka bojh naa utha saki (one of my fav dialogues tho no explanation needed here) Jung ke naqqare = drums of war Hukm^ e Aali* ho tau = *Aali is High; sublime; lofty| ^order soormaa = brave,valiant,bold Rihaa^ kar diya jaaye = free. release Le jaao Rangeen fitne* ko = mischief (maker )/ seditious Jahan panah* ke iqbal^ ka suraj hamesha chamakta rahe *literally protector of the world but used 4 kings instead of Your/His Majesty iqbaal = ^prosperity / good fortune Dastoor* hai ke marne waali ki aakhri aarzoo^ puri ki jaati hai *custom, usage, ^aspiration, desire, hankering, wish Expand Reply Delete Favorite Kaneez ki aarzoo Zille Ilaahi ke ikhtiyar* mein nahi hai *authority,power,competency,will Hamare rahm ka daaera* itna tang^ nahin ke usmein ek kaneez ki aarzoo na samAa** sake *circle/boundary ^narrow **fit :Aakhir Ek kaneez ki aarzoo zubaan par aa hi gayi Kaneez ki majboori ko uski aarzoo na samajhiye My favourite scene in the movie Main nahi chaahti k unka waada jhoota ho aur Hindustan ka hone wala badshah zindagi bhar ek adna* kaneez se sharminda rahe *insignificant Teri maut se woh Na -aashna* ho jaaye *unknown,a stranger,un-acquainted,unfamiliar Behosh aashiq. Ke pahlu* se utha kR maut ke aghosh^ mein pahuncha de *side( also used 4r=direction, point of view) ^embrace, lap, bosom Salim tujhe marne nahi dega aur hum tujhe jeene nahin denge Dialogue made famous by Ajit originates from here youtube/watch?v=1amexSknhD0 … we continue from 6 min of this clipping of Mughle Azam Kaneez tau kab ki mar chuki hai ab Janaaze* ko rukhsat^ ki ijaazat** dijiye *funeral ^leave- taking ** permission Shahenshah ki in Behisaab baksshishon* ke badle main ek kaneez Jalauddin Mohd Akbar ko apna khoon muaaf karti hai MY fav scene *gifts/kindness Taaj poshi = coronation Ba nafse nafees jung mein shareek honge = my esteemed self will join the war Maa badaulat = A royal way of referring to self in third person ( literally means everything here is because of me )
Posted on: Wed, 24 Sep 2014 05:52:51 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015