Munich university garmany k mashhur professor Dr.koch likhte hai. - TopicsExpress



          

Munich university garmany k mashhur professor Dr.koch likhte hai. Me ne musalmano ke nabi Mohammed (S.A.W) ki ek hadith padi jis me bayan kiya gaya tha ki jis bartan me kutta mo daal de usse 6 baar pani se aur 1 baar mitti se dho. Me hadith padh kar sochta raha ki hazrat Mohammed (S.A.W) ne mitti se dhone ko Q kaha pani se bartan ko dhona to samaj me ata hai. magar mitti se dhone ki waja samaj nahi ata hai. Mene is hadith par tahkik shuru kardi to malum huwa ki kutte ke bartan me muh daal dayne se ayse jarashim lag jate hai jo sirf pani se saaf nahi hosakte in jarashim ko noshadar (नोशादर) se door kiya ja sakta hai magar noshadar (नोशादर) har jaga aasani se nahi milta hai. jab ki metti me noshadar (नोशादर) maujud (मौजूद) hota hai. Is K baad me Mohammed (S.A.W) ki talimaat ka kadar daan ho gaya.
Posted on: Fri, 31 Oct 2014 06:07:06 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015