Nasha hai unki aankhon ka pine ka bahana karte hain Marne ki - TopicsExpress



          

Nasha hai unki aankhon ka pine ka bahana karte hain Marne ki tamanna hai unpar jine ka bahana karte hain dekh ke mera jakham-e-jigar, wo chain ki sanse lete hain Chhai hai khushi unke dil main, gam ka bahana karte hain Un ke mehfil ka aalam yaron mat poochho kya kahna Dil kahta hai kuchh rukne ki, ka bahana karte hain Aashiq tera koi ghar hai na dar, Ye soch ke wo mud jate hain Rakhne ke liye bas dil tera, Aane ka bahana karte
Posted on: Sun, 24 Nov 2013 07:05:24 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015