ON EXPOSING CHARACTER OF SO CALLED MUSLIM SCHOLARS*. - TopicsExpress



          

ON EXPOSING CHARACTER OF SO CALLED MUSLIM SCHOLARS*. ILfaaz-o-maani main tafawat nahin lekinMullah ki azan aur hai, Mujahid ki azan aurParwaaz hai dono ki issi aik fiza mainGirgis ka jahan aur hai, Shaheen ka jahan aur(Meanings: ILfaaz-o-Maani = Words and meanings; Tafawat = Difference; Mullah = Referring to so called Muslim scholars; Mujahid = True Muslim with strong Faith and belief; Parwaaz = Flight; Girgis = Kite; Shaheen = Hawk)*. Saudagri nahin, ye ibadat Khuda ki haiO baykhabar! jaza ki tammanna bhi chor deyWaiz saboot layey jo may kay jawaz mainIqbal ko ye zid hai kay peena bhi chor dey(Meanings: Saudagri = Trade or some agreement of give n take; Ibadat = Worship; Baykhabar = Ignored; Jaza = Reward; Tammanna = Desires; Waiz = One who delivers speech in Mosque; saboot = Proof; May = Referring to sins and forbidden things; Zid = To insist upon something)*. Sher mardon say hua baisha-e-tehqeeq tahiReh gayey sufi-o-mullah kay ghulam aey saaqiIshq ki taigh-e-jigar daar chura li kis nay?ILM kay haath main khali hau nayaam aey saaqi(Meanings: Sher Mardon = Brave Muslims with strong faith; baisha-e-tehqeeq= Referring to Muslim nation; Tahi = Empty; ghulam = slave; saaqi = friend; Ishq = Strong Faith; taigh-e-jigar daar = Strength; chura = To steal; ILM = Knowledge; Khali = Empty; Nayaam = Sword holder)*. Go uss ki khudai main mohajin ka bhi hai haathDuniya tou samajhti hai Farangi ko KhudawandEhkaam TEREY Haq hain, magar apney muffassirTaweel say Quran ko bana saktey hain pabandDerwesh-e-Khuda mast na sharqi hai na gharbiGhar uss ka na Dilli, na Safahan, na SamarqandChup reh na saka Hazrat-e-Yazdan main bhi IqbalKerta koi iss banda-e-gustaakh ka mun band(Dr. Iqbal is assuming here as if he is takento Almighty God and is talking to HIM)(Meanings: Go= Although; Uss = Referring to British here; Mohajin = Referring to Hindu Brahmins; haath = involvement; Farangi = British; Khudawand = Master; Ehkaam = Commandments; TEREY = Referring to Allah; Haq = Justified/valid/true; Muffassir = One who explains or educate others; Taweel = False logic for self benefit; Paband = Referring to interpret wrong meanings in self interest; Darwesh-e-Khuda = True Saint; Sharqi = Eastern; Gharbi = Western; Ghar = permanent residence; chup = Silent; Hazrat-e-Yazdan = Before Allah; banda-e-gustaakh = Rebellious natured man)*. Yahi sheikh-e-Haram hai, jo chura ker baich khata haiGalim-e-Bu Zar-o-dalq-e-Awais-o-chader-e-ZehraHazoor-e-Haq main Israfeel nay meri shikayat kiYe banda waqt say pehley qayamat ker na dey berpa(Meanings: Sheikh-e-Haram = Referring to so called Muslim scholars who have established their clergy in religion, hence ignoring the Commandment of Quran that no clergy is allowed in religion; Chura ker baich khana = To defame Islam and to misrepresent teachings of Muhammad (PBUH); Galim-e-Bu Zar/Dalq-e-Awais/Chader-e-Zehra = Practices and teachings of companions/daughter of Muhammad (PBUH); Hazoor-e-Haq = Before Allah; Israfeel = An angel; Shikayat = Complaint; berpa = emergence)*. Ishq say paida nawa hai zindagi main zer-o-bamIshq say mitti ki tasweeron main soz-e-dam badamAey Musalman! apney dil say pooch, mullah say na poochHo gaya Allah kay bandon say kyon khali Haram(Meanings: Ishq = Faith; nawa = voice; zer-o-bam = Thick n thin; Mitti ki tasweeron = Human beings; soz-e-dam badam = Life)*. Ye misra likh diya kis shokh nay mehrab-e-Masjid per?Ye nadan gir gayey sajdey main jab waqt-e-qayam ayaDiya Iqbal nay Hindi musalmanon ko soz apnaYe ik mard-e-tan asan tha, tan asanon kay kaam aya(Meanings: Misra = verse; shokh = jolly; mehrab-e-Masjid = wall of Mosque; nadan= ignored; sajdey = prostrate; qayam = standing straight in prayers; Soz = thoughts; mard-e-tan asan = man of words, not of action)*. Dil hai Musalman tera na meraTu bhi namazi, main bhi namaziMain janta hun anjaam uss kaJis maarkey main Mullah ho ghazi(Meanings: Anjaam = Conclusion; Maarkey= Adventure; Ghazi = Warrior)*. Andaz-e-bayan agarchey mera shokh nahin haiShayad kay terey dil main uter jayye meri baatWo mazhab-e-mardan-e-khud agah-o-Khuda mastYe mazhab-e-mullah-o-jamadat-o-nabatat(Meanings: Andaz-e-bayan = Speech; Agarchey = though; shokh = Jolly (referring to being impressive here); wo mazhab-e-mardan-e-khud agah-o-Khuda mast = Referring to strong Faith and practices of companions of Prophet (PBUH) and praising them for their honesty and strength; ye mazhab-e-mulla-o-jamadat-o-nabatat = Referring to present days Islam and calling it a creation of so called fake religious scholars, who defamed Islamic teachings in self interests)*. Ajab nahin kay Khuda tak teri rasai hoTeri nigah say hai poshida aadmi ka muqaamTeri namaz main baqi na jalal hai, na jamalTeri azan main nahin meri seher ka paigham(Dr. Iqbal is addressing so called fake scholars here)(Meanings: Ajab = Amazing; Rasai = Approach; Nigah = Sight; poshida = Hidden;Aadmi = Human being; Muqaam = Grade; Namaz = Prayer (referring to deeds and moral values too); Jalal = Grace; Jamal = prestige; Azan = Call for prayers (Referring to patience, wisdom and foresight too); Seher = Referring to true teachings of Quran which were practically demonstrated by Muhammad (PBUH))*. Zinda quat thi jahan main yehi Tauheed kabhiAaj kya hai? faqat ik masla-e-ilm-e-kalaamQaum kya cheez hai, qaumon ki immamat kya haiIss ko kya samjhain ye becharey dou rakat kay Imaam(Meanings: Zinda quat = Influential strength; Jahan = World; Tauheed = Referring to Islam; Faqat = Merely; Masla-e-ILM-e-Kalam = A matter of recitation only; Qaum = Nation; Qaumon ki Immamat = Leading nation; Becharey = Poor; Do rakat kay Imam = Referring to so called scholars of Islam)*. Wahdat ki hifazat nahin bay quat-e-bazuAati nahin kuch kaam yahan aql-e-KhudadadAey mard-e-Khuda! tujh ko wo quat nahin haasilJa baith kisi ghaar main Allah ko ker yaadMullah ko jo hai Hind main sajdey ki ijazatNadan ye samjhta hai kay Islam hai azaad(Meanings: Wahdat = Tauheed/Islam; Hifazat = Protection; Bay quat-e-bazu = Without strong faith; Aql-e-Khudadad = mere wisdom; Mard-e-Khuda = Referring to fake scholars of Islam here; haasil = possession; Ghaar = Cave)*. Sufi ki tareeqat main faqat masti-e-ahwaalMullah ki shariat main faqat masti-e-guftaarWo mard-e-mujahid nazar aata nahin mujh koHo jis kay rag-o-pey main faqat masti-e-kirdaar(Meanings: Sufi = fake religious scholar; Tareeqat = speech; faqat = Only; masti-e-ahwaal = paper claims with no practical model; Mullah = fake scholar; Shariat = law; masti-e-guftaar = attractive theories without any demonstration; Mard-e-Mujahid = Man of strong Faith; nazar aata nahin = Doesnt exist; rag-o-pey = all deeds;masti-e-kirdaar = Practical example of truth and Quran)*. Peeran-e-kaleesa hon ya sheikhan-e-Haram honNa jiddat-e-kirdar, na jiddat-e-guftaarDuniya ko hai uss mehdi-e-berhaq ki zarooratHo jiski nigah zalzala-e-aalam-e-ufkaar(Meanings: Peeran-e-Kaleesa = Priests in Church; Sheikhan-e-Haram = Muslim scholars in Mosque; Jiddat-e-Kirdaar = Strong character; Jiddat-e-guftaar = Impressive speech; Mehdi-e-berhaq = Mehdi Moud denotatively, connotatively referring to a savior of people; nigah zalzala-e-alam-e-ufkaar = Strong character and honest)*. Bayan main nukta-e-Tauheed aa tou sakta haiTerey damagh main but khana ho, tou kya kahiyeyMuqam-e-faqr kitna buland hai shahi sayTeri nigah ghulamana ho, tou kya kahiyey(Meanings: Bayan = Speech of scholars on matters of religion; Nukta-e-Tauheed = Discussion on Islam; But khana = Temple of idols/referring to non Islamic traditions; Muqam-e-Faqr = Grade of hospitality; buland = high; shahi = Grade of royal crown; Nigah = Vision or thoughts; Ghulamana = Slavish)*. Baqi na rahi wo teri aina zameeriAey kushta-e-sultani-o-mullai-o-peeri(Meanings: Aina Zameeri = Faith; Kushta-e-sultani-o-mulla-i-o-peeri = Those ignoredand aloof Muslims who blindly follow so called fake scholars and treat them like sacred souls)*. Koi ye poochey kay waiz ka kya bigartahai?Jo bayamal per bhi karam Wo Beynyaz kareyGharoor-e-zehd nay sikhla diya hai waiz koKay bandgan-e-Khuda pay zaban daraaz kareyHawa ho aisi kay Hindustan say aey Iqbal!Urra kay mujh ko ghubaar-e-rah-e-
Posted on: Thu, 13 Mar 2014 15:30:32 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015