✿ Paak rakho: Jism, Libas, aur Khyalat, ✿ Qabu me rakho: - TopicsExpress



          

✿ Paak rakho: Jism, Libas, aur Khyalat, ✿ Qabu me rakho: Zaban, Nafs, aur Ghussa, ✿ Yaad rakho: Mot, Ehsan, aur Nasihat, ✿ Bardasht na karo: Nahaq, Jhoot, aur Fhashi, ✿ Hasil karo: Ilm, Dua, aur Aetimad, ✿ Zaya mat karo: Salahiyat, Moqa, aur Dost, ✿ Kabhi na todo: Dil, Ehad, aur Qanoon, ✿ Chota na samjho: Qarz, Farz, aur Marz, ✿ Aik Bar milti hein: Waldain, Waqt, aur jawani, ✿ Zaleel karti hain: Chori, Chugli, Chaplosi, ✿ Dhiyan se uthao: Qadam, Qalam, Qasam, ✿ Pabandi se padhte raho: NAMAZ, QURAN, DAROOD. وَوَصَّيْنَا الْإِنسَانَ بِوَالِدَيْهِ حَمَلَتْهُ أُمُّهُ وَهْنًا عَلَىٰ وَهْنٍ وَفِصَالُهُ فِي عَامَيْنِ أَنِ اشْكُرْ لِي وَلِوَالِدَيْكَ إِلَيَّ الْمَصِيرُ And We have enjoined upon man concerning his parents - His mother beareth him in weakness upon weakness, and his weaning is in two years - Give thanks unto Me and unto thy parents. Unto Me is the journeying . ہم نے انسان کو اس کے ماں باپ کے متعلق نصیحت کی ہے،اس کی ماں نے ضعف پر ضعف اٹھا کر اسے حمل میں رکھا اور اس کی دودھ چھٹائی دو برس میں ہے کے تو میری اور اپنے ماں باپ کی شکر گزاری کر، میری ھی طرف لوٹ کر آنا ھے۔ Ham ne insan ko us k Maa Baap k mutalliq Nasihat ki hai, us ki Maa ne za’f par za’f utha kar use Hamal me rakha aur us ki doodh chhutai do baras me hai k tu meri aur apne Maa Baap ki shukr guzari kar, meri hi taraf lot kar Aana hai. Luqman 31:14
Posted on: Fri, 20 Sep 2013 04:00:54 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015