Pakistan ki sena ne humare bhartiye jawano ko andar ghus k maar - TopicsExpress



          

Pakistan ki sena ne humare bhartiye jawano ko andar ghus k maar daala..upar se rakhsha mantri ne kehdia ki pakistan nirdosh h....humare 5 jawaan shaheed ho gaye. Jo sena din raat mehnat kar k humari suraksha karti h Aaj use aapki zarurat h....kya aap b humari bahrtiye sarkaar ki tarah chup rahenge ya ek deshbhakt hone ka farz nibhaenge...to aaiye hum sab milkar iske virodh me 9 august 2013 ko shaam 5 baje talwandi circle p pradarshan karen..ek saccha deshbhakt zarur aaega aur apna farz nibhaega....JAI HIND.
Posted on: Fri, 09 Aug 2013 06:05:11 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015