Practice no 29.....(upto modal verbs ) Aik dafa phir aman ka nara - TopicsExpress



          

Practice no 29.....(upto modal verbs ) Aik dafa phir aman ka nara lagaya (raise slogan of peace) gaya hai kyu k ab tamam jamatain (parties) muntafik(agreed) hain k hum nay boath jang lar(fight a war) le ab aman ko aik moqa (chance) dya jana chaheyay..kyu k na to (neither) taliban yeh jang jeet sakay or na (nor) ab hum is jang say baher (come out of war) a sakty hain...hamain ab american policies ko reject karna hai or ab hamain american imdad(aid) say inkar karna(refuse) hai kyu k yeh aik wahid rasta hai jo hamian khudmaktar (independendent) bana(make) sakta hai ameria k samnay(before america).hum nay boath lashain utha lee (lift bodies) kyu k hum dusman or dost main fark (discriminate) nai kar sakay jab k hamain apnay mufad (interest ) ka sochna tha lakin hamain na chahty huvay (unwillingly ) bhe dahshat gardi (terrorism) ki aag main jhonk (pushed into fire) deya gaya ,kya hum nay is jung ko 10 saal tak bardasht (tolerate) karna tha ? (its answer will be posted later on , previous practice answer has been given)
Posted on: Thu, 03 Oct 2013 03:06:01 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015