Purani jeans aur guitar Mohalle ki vo chhat Aur mere yaar Vo - TopicsExpress



          

Purani jeans aur guitar Mohalle ki vo chhat Aur mere yaar Vo raaton ko jaagna Subah ghar jaan Kood ke deewar Vo cigaretee peena Gali mein jaake Wo karna daanton ko Ghadi ghadi saaf Pahunchna college hamesha late Vo kehna sir ka "Get out from the class!" Vo bahar jaake hamsha kehna Yahan ka system Hi hai kharaab Vo jaake canteen mein Table bajaake Vo gaane gaana Yaaron ke saath Bas yaadein Yaadein Yaadein reh jaati hain Kuchh chhoti Chhoti Baatein reh jaati hain Bas yaadein.. Vo papa ka daantna Vo kehna mummy ka Chhodein ji aap Tumhein to bas nazar aata hain Jahan mein beta Mera hi kharaab Vo dil mein sochna Kar ke kuchh dikha dein Vo karna planning Roz nayi yaar Ladakpan ka vo pehla pyaar Vo likhna haathon pe Z + R Vo khidki se jhaankna Vo likhna letter Unhein baar baar Vo dena tofe mein Sone ki baaliyan Vo lena doston se Paise udhaar Bas yaadein Yaadein Yaadein reh jaati hain Kuchh chhoti Chhoti Baatein reh jaati hain Bas yaadein.. Aisa yaadon ka mausam chala Bhoolta hi nahin Dil mera Kahan meri jeans aur guitar Mohalle ki vo chhat Aur mere yaar Vo raaton ko jaagna Subah ghar jaan Kood ke deewar
Posted on: Fri, 13 Sep 2013 19:56:19 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015