Qayam (a) khuda ne aapko karkey kiya raham Yeh ham shiyo(n) ke - TopicsExpress



          

Qayam (a) khuda ne aapko karkey kiya raham Yeh ham shiyo(n) ke wastey hai lutf aur karam Narjis (s) ka sheer Askari (a) ke waris-o-pisar Rahmat ka abr aap hain, banjar zameen ham Haider (a) ki zulfeqaar bhi Husn-e-Hasan (a) bhi hai Ghazi ka Roab, saath me sabr-e-shah-e-zaman (a) nazrei(n) hain beqaraar Mohammad (a) ki deed ko Mahdi (s) ke intezaaar me beetega yeh janam Ghaibat k khaatmey ka hai Zehra(s) ko intezaar Jab dushman-e-Husain (a) ka sar hoyega qalam Aabid (a) ki ibadat ka Mohammad (a) ke noor se Sadiq (a) ki zaat-e-paak me tha roonuma milan Moosa, Ali se ho ke jo pahucha Taqi ke paas Aaya Naqi (a) wa Askari (a) ke haath me parcham Ab Muntazar (a) karengey phir Baland usi ko Haider ne fizaao me jo phahraya tha Alam.
Posted on: Mon, 24 Jun 2013 06:38:27 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015