RIGHTS of NEIGHBOURS : Islam mohabbat aur bhai charey ka deen - TopicsExpress



          

RIGHTS of NEIGHBOURS : Islam mohabbat aur bhai charey ka deen hey, yeh hamein har talluq mein mohabbat , khair khahi aur khalus ka sabak deta hey . Hadees mein , " الدين النصوح " " Deen khair khahi ka naam hey " Hamarey deen mein neighbours key bohat haq hein . Quran mein hey : Surah an Nisa: وَاعْبُدُوا اللَّهَ وَلَا تُشْرِكُوا بِهِ شَيْئًا ۖ وَبِالْوَالِدَيْنِ إِحْسَانًا وَبِذِي الْقُرْبَىٰ وَالْيَتَامَىٰ وَالْمَسَاكِينِ وَالْجَارِ ذِي الْقُرْبَىٰ وَالْجَارِ الْجُنُبِ وَالصَّاحِبِ بِالْجَنْبِ وَابْنِ السَّبِيلِ وَمَا مَلَكَتْ أَيْمَانُكُمْ ۗ إِنَّ اللَّهَ لَا يُحِبُّ مَنْ كَانَ مُخْتَالًا فَخُورًا {36} And serve Allah and do not associate any thing with Him and be good to the parents and to the near of kin and the orphans and the needy and the neighbor of (your) kin and the alien neighbor, and the companion in a journey and the wayfarer and those whom your right hands possess; surely Allah does not love him who is proud, boastful; Is ayat mein Allah SWt ney apna aik haq shirk sey perheiz aur aik Rabb ki ibadat bata kar phir baqi Haqooq ul ibaad par baat ki hey . In sab mein neighbours همسايون key saath bhi ehsaan ka hukam deya gaya hey . Woh hamsaya chahey rishtey daar ho aur chahey ajnabi , donoon ka haq hey . Kal inshAllah ham is chter mein kuch hadees key ahkamaat deykhein gey. Hadees No 1:
Posted on: Tue, 18 Jun 2013 00:35:55 +0000

Trending Topics



-height:30px;">
Hinged Glass Door Refrigerator with 1 Door and 2 Shelves, 7 Cubic

Recently Viewed Topics




© 2015