RUSTEMS MONOLOGUE FROM EPISODE 282(98 BOLUM): (ENGLISH AND URDU - TopicsExpress



          

RUSTEMS MONOLOGUE FROM EPISODE 282(98 BOLUM): (ENGLISH AND URDU TRANSLATION!!!!) I am Rustem, son of a pig shepherd from Butomir. Who,at the age of nine was willingly taken from the land where he was born. Some children are destined to grow up without their mother.I was one of them,exactly like my brothers. I am Rustem!! I dont know if I really wanted to go and separate from my brothers.But staying meant to lower my head and accepting the injustice and cruelty of my father! Despite all the pain and punishments he gave me,I NEVER lowered my head to him. I absolutely never lowered my head.On my way to a place I have never seen,never heard of,never knew of,My house.My village,my brothers stayed behind me.My mother had left to a very far place.Me and the other children started to walk.The sun rise and set many times.I walked for days and stopped.I am Rustem. How many children were we when we started walking?Who knows how many of us were able to reach Edirne ? A lot died beside me, as if Sickness and Death were escorting us during our walk! FEAR was present in most of the eyes.As for me,my dad had taught me fear,but I ran from him.When fear followed me,I learned to be RUSTEM!!They told me Rustem means Gladiator!!I learned to be my name,I learned how to be RUSTEM!!I am Rustem.When I lost the warm bosom of my mother,I lived to see the coldness.When the severe cold came,my heart became colder.I was stubborn in front of whoever saw me weak.Since I was nine,I became stubborn in front of Hurt and Injustice of My Dad and Destiny.I walked, I did my utmost effort to be stronger.NO RAIN,Wind,Mountain, Seas,slopes,could stop me.Because I made from my,Anger,Revenge,Hatred wings to fly me to this country I dreamed of a lot.I am Rustem! Croatian son of pig shepherd. Butomirli Rustem. Now,My Wings lead me once again to fulfill my dreams. ----------------------------------------------------------------------------- (TRANSLATION IN URDU) Main hoon Rustem.Butomir main janawar palne walay ka beta hoon,Butomir se nau bas ki umar main apni khushi se jilawatan honay wala.Apni abai zameen se khuda hafiz kehnay wala Rustem,Maa ke bagair jawan hua,Baaz bachon ki taqdeer aesi hee hoti hai,main unhee main se aik hoon,bilkul apnay biradaran ki tarah.Main hoon Rustem. Safar par jana,apnay ehlekhana se alag hona,kya waqai meri khuwaish thee,main nahi jaanta. Magar unn ke saath rehnay ka matlab,baba ki azeeiat par,unn ke zulm-o-sitam par,sar-e-tasleem gham karna tha aur main ne unn ke aagey kabhi sar na jhukaya,har tarah ka zulm-o-sitam sehnay ke bawajood,har saza bardash karney ke bawajood,kabhi apnay sar ko jhuknay nahi diya. Jisay kabhi dekha tha, na hee suna tha, unn na ashna raston par,na ashna daryaon ke safar main,apna ghar,apna gaon,apne ben bhai sab ko chor dia. Apni maa se bohat door chala gaya. Main wahan se nikla. Bachon ke humra chalta gaya. Sooraj charhta raha aur doobta raha,kaien dinon tak charhta raha,doobta gaya. Main hoon Rustem. Meray kai bachey humra thay.Kon janay kitnay pohanch paye Edirne tak,Maloom nahi kitnay hee moat ke moonh main chale gaye.Moat jaise humaray saath mehv-e-safar thee. Bachon kee ankhon main khauf sat ha,jab ke mujhe tou apne baba ka khauf tha. Issi liye main farar hua tha. Khauf ke taaqub ke bawajood,main ne Rustem banna seekh lia. Rustem kehte thay mujhe. Rustem ka matlab hai zor awar. Main ne apna naam yehi rakh lia. MAIN HOON RUSTEM!!!! Apni maa ki garam agosh se nikal kar,yakh (I can’t understand what he said here.) sardian dekheen. Unn halat ke bina par main ne apne dil main thaan lee,mujhe kamzor samajhne walon ko nazar andaaz kar ke aagey barhna hai. Nau baras ki umar main zaalim aur jallaad baba ke khilaaf zid karta raha. Uss zid ke sabab main nikal para,taaqatwar banneki khaatir,apni jaan ki parwa kiye bagair,chal para. Na mujhe baarishain rok sakheen,na hawa,na pahar,na samandar,na ghatiyaan,kyunke main tou bharami main apna sab kuch dao par laga chuka tha. Main azeem khuwaabon ke humra mehv-e-parwaaz tha. Main hoon Rustem. Karwat (Croatia) main janwar palne walay ke beta,Butomir wala Rustem. Aura ab main,apne baazuon ke saharay,apne suhanay khuwabon ko aakhir kaar paa hee liya!!! LIKE.A.PASHA!!!!!!!!!!!!!!!!! SOURCE:rustem pasha ozan guven fans muhtesem yuzyil mera sultan MS
Posted on: Sun, 23 Feb 2014 11:48:01 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015