Raaz-e-Kanch ki Surat main bikhar jata hunMain ouski yaad main jb - TopicsExpress



          

Raaz-e-Kanch ki Surat main bikhar jata hunMain ouski yaad main jb had se Guzar jata hunAab Gurezaan hai wo milny se Jo khta tha kabhiTum se milty he kuch aur Nikhar jata hunRooz khata hun ousko yaad na krny ki kasamRooz Wadon se main apny he mukar jata hunMujh ko tamasha bna Dia Mohabat ny ouskiLog kasty hain awaazen main jidhar jata hunHar moor py khaya hai Mohabat mnDhokaAb Koi Pyar se pukary tuo main dar jata hun!!!!
Posted on: Fri, 30 Aug 2013 04:51:27 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015