Ramazan kareem ka ehtaman har jaga ho raha hai, ashra-e-magfirat main honay k bawajud hum logo ki parwah ni kartay, takabur aur gharoor main logo ki buraiyan kartay hain, jhoot ya sach humay es se kuch lena dena nahin, aik taraf toe Magfirat ki duaen mangtay hain aur dusri taraf buraiyon par buraiyan aur phir us par sachay musalman honay ka dawa aur dheetai ye k hum phir b khud ko ghalat nahin kehtay !
Posted on: Sun, 21 Jul 2013 21:33:41 +0000