SACH - KI - RAH > > Mafhum-e-Hadith: Ramdan Ke Roze Ke Baad 6 - TopicsExpress



          

SACH - KI - RAH > > Mafhum-e-Hadith: Ramdan Ke Roze Ke Baad 6 (Roze) Shawwal Ke Bhi Rakhe To Usko Hamesha Ke Rozo Ka Sawab Hoga Abu Ayyub Al-Ansari Radi Allahu Anhu De Rivayat Hai Ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya Jo Ramdan Ke Roze Rakhe Aur Uskey Baad 6 (Roze) Shawwal Ke Bhi Rakhe To Usko Hamesha Ke Rozo Ka Sawab Hoga Sahih Muslim, Vol 3, 2758 Note : Ulma Kahte Hain Ki Agar Koi Eid Ke Forna Baad Na Rakh Saka Ho To Pure Shawwal Mahine Mein Kabhi Bhi Ek Ek Karke Ya Ek Hi Saath Ye 6 Roze Rakhe Ja Sakte Hain Abu Ayyub Al-Ansari Radi Allahu Anhu reported that Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said: He who observed the fast of Ramadan and then followed it with six (fasts) of Shawwal. it would be as if he fasted perpetually. Sahih Muslim, Book 6, Hadith 2614 Note : As per Scholars It is permitted to fast these six days separately throughout the month, or consecutively, after Eid-Al-Fitr.
Posted on: Thu, 31 Jul 2014 04:54:13 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015