Sad Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallahu Sallallahu - TopicsExpress



          

Sad Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallahu Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ahley madina ke saath jo fareb karega wo us tarah ghul jayega jaisey namak pani mein ghul jata hai Sahih Bukhari, Vol3, 1877 Abu Hurirah Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallahu Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Madiney ke raaston par farishtey hain na ismein taoon( plague ki beemari) aa sakti hai aur na dajjal Sahih Bukhari,Vol 3, 1880 Anas Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallahu Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Eh Allah jitni makka mein barkat ata farmayee hai madiney mein us sey Duguni barkat ata farma. Sahih Bukhari, Vol 3, 1885 Narrated Sad Radiallahu anhu : I heard the Prophet saying, None plots against the people of Medina but that he will be dissolved (destroyed) like the salt is dissolved in water. Sahih Bukhari, Vol 3, Book 30, No. 101: Narrated Abu Huraira Radiallahu anhu Allahs Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, There are angels guarding the entrances (or roads) of Medina, neither plague nor Ad-Dajjal will be able to enter it. Sahih Bukhari, Vol 3, Book 30, No. 104: Narrated Anas Radiallahu anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, O Allah! Bestow on Medina twice the blessings You bestowed on Mecca. Sahih Bukhari, Vol 3, Book 30, No. 109:
Posted on: Sun, 25 Jan 2015 13:16:05 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015