Santa dabang dekh ker aaya, School mei… Sir: santa tumhare sare - TopicsExpress



          

Santa dabang dekh ker aaya, School mei… Sir: santa tumhare sare ans. galat hn, marks de to kahan? Santa: Kamal karte hai sirji, marks hi to mang rahe hai,chup chap de do warna thappad mar k b le sakte hai. Sir: Badtamiz kya bak rha hai? Santa: Badtamiz se yaad aya sir, apke papa kaise hai? Sir: nikal ja class se! Santa: Chup chap se marks de do sir, warna ans sheet me itne chhed karunga, ki confuse ho jaoge ki marks kaha de aur zero kahan!! Thoko dhad dhad likes........................
Posted on: Tue, 20 Aug 2013 07:17:04 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015