Sat tumhara dena hai or sat tumhara pana hai, pathro k is sheher - TopicsExpress



          

Sat tumhara dena hai or sat tumhara pana hai, pathro k is sheher me ek kaanch ka ghar bnana hai, asmano me jo rishta bna usay dunia me nibhana hai, ek name tumhara likhna hai ek name hame ban jana hai kuch baatain tum se karni hai kuch dil ka haal sunana hai chupke se jo mangi hai un duaon mai tum ko pana hai tum root k muj se mat jana mujy sat tumhara pana hai tum laut k wapas aA jao mujy zindagi tumhe banana hai. .
Posted on: Thu, 06 Mar 2014 12:01:53 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015