Save India Movement ( congress/regional party free India ) I - TopicsExpress



          

Save India Movement ( congress/regional party free India ) I have done debate with Nitish/Laloo chacha supporter- ekdam khule dil se and unhone mana ki Narendra Modi hi ek sahi answer hai out of 4 option. Laloo chacha itna piche kar diye hai Bihar ko ki neutralize Karne mei bhi Abhi Nitish da ko 30 saal lagege jos speed se progress ho raha hai... We want speed ... We want progress for each district and village and not only marketing stunt of road and electricity at Patna... Jago mere bhai log ... Agar Bjp Bihar India Vikas Karne ki bat kar Rahee hai to galat kya hai... Bihar ka progress ho jane ke badh kya Narendra Modi Army (नरेन्द्र मोदी आर्मी ) sab kuch Gujrat le chale jayege.. Achcha ye socho - Agar har jila mei ek major industrial zone, elk achcha sa hospital, ek achcha as engineering and medical college , ek tax free zone , amul factory / milk collection center Khul jaye harek prakhand mei to apne logo ko phayda hoga ki nahi... Ye jo charbaha vidyalay ke concept pe Bihar ko educated banane ki bat karte hai Nitish Jee..kya ye sambhab hai...ye charbaha vidyalay ke paise jo barbad rahe hai agar Bihar ke real unemployed youth ke Vikas mei lage to Sabka phayda hoga ki nahi... Narender Modi kya Bol rahe hai jara gaur karo and Nitish and Laloo chacha ke emotional atyachar ke sikar mat ho jao... Ek jamana tha ki koi major company invest Karne ke liye taiyar nahi thee... Manta hu and wo friendliness aaj bhi nahi hai... Mauka dene mei hum sidhi sadhi Janta ka kya bigad jayega... Kya Narendra Modi angrej hain jo ki Bihar ke sabhi sampati ko Vikas Karne ke bad Gujrat le chale jayege... Mai to Bolta hu apne liye nahi apne bachho ke liye socho mere bhaiyo and bahen logo. Ye bakt option talashne ka nahi ... agar har district and block and village mei development dekhne hai to Narendra Modi ke bare mei sochna Suru kar do.. Koi bhi ummidwar ho Narendra Modi ke dwara chuna Hua uska sath do... State election ke liye jo ek mat vichar hoga hum log sochenge phir se but Abhi to Bharatiya Janata Party (BJP) ke bare mei hi soche...
Posted on: Tue, 25 Mar 2014 14:21:52 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015