Sawal: Namaz mein 2 sajde kyon kiye jate hain? Jawab: Jab ALLAH - TopicsExpress



          

Sawal: Namaz mein 2 sajde kyon kiye jate hain? Jawab: Jab ALLAH ne farishton ko hukam diya k ADAM (Alaihis Salam) ko sajda karo to Unho ne sajda kiya, Lekin IBLEES ne nahi kiya to usko MARDOOD qarar de kar Jannat se nikal diya. IBLEES ki yeh Halat dekh kar FARISHTON ne SAJDA-E- SHUKAR Ada kiya or kaha Ae ALLAH tera Shukar hai k Tu ne humen apna Hukam baja Laane or apni Ibadat karne ki Taufeeq ata farmayi. Wo 2 SAJDE Aaj tak NAMAZ mein Ada kiye ja rahe hein: ... 1. SAJDA-E-HUKAM 2. SAJDA-E-SHUKAR 1 Sahabi Ne Huzoor-E-Pak Sallallaho Alaihi Wasallam Se Pucha, Humein Kaise Pata Chalega Ki Hamari Namaaz Qubool Ho Gayi? Aap Sallaho Alaihi n.Aalihi Wasallam Ne Farmaya, Jab Tumhara Dil Agli Namaaz Padhne Ka Kare Toh Samajhna Ki Tumhari Namaaz Qubool Ho Gayi.. SUBHANALLAH.. Kuch log aise msg ko frwd nahi karte, toh ALLAH TAALA farmate hai, !...Agar tum apne logo ke saamne mujhe Radh karoge toh mai tumhe apni nazar mein Radh kar dunga...! SO pls fwd it
Posted on: Fri, 22 Nov 2013 03:45:13 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015