Singing Must Be Friends singing must be our top on the - TopicsExpress



          

Singing Must Be Friends singing must be our top on the chart Because Rafi given all of us this beautiful art Friends The singing is a divine gift from God Ergo sing devotional or romantic & look smart Dear girls look hero’s heroines singing & dancing Therefore all of you should immediately start I want to remember you about Meena Kumari Look she had on her lips a very beautiful wart For Devanand Rafi sang very melodious songs Listen this rarest rare hero is still now smart Friends our Shammi Kapoor is a fantastic hero When he sings on screen look able his gart Our Dharmindera dancing around Hema Malini Friends his style is very unique sweet & tart Look a very beautiful singer dancer hero Mithun This Man about singing might us lesion impart Friends look there Chora Ganga kenare wala This lamboo bamboo is still costly in the mart Friends look there is another a jumping hero Our Jitendra now dancing in the T.V. compart My friends we should always remember about it That if some one is singing than never be fart Friends SAQI had forgotten singing in the past But look now fortunately I am going to restart Your Voice Is Alive My Dear Rafi you are not present here Physical But yes your voice is alive in the form of musical Wow! You sang man tadhpat hari darshan ko aaz Oh! Dear Rafi we never can forget this canticle You sang many devotional & romantic in raaga We can choose these songs to get benefit medical Look new & old heroes heroines love you very much Dear in your voice certainly is some thing magical Every newly bride-groom wanted to listen yours Rafi you sang many songs for them romantic-cal Rafi there are many followers of you worldwide They choosing your songs to exercise practical Rafi there no body would able to sing like yours Dear you sang in large number songs historical Rafi in your life time there were greatest lyricists They written peerless songs for you philosophical Your fans are very excited about your singing Dear on you still now being written daily articles Look here countless singers came and gone but SAQI didn’t found any voice like you authentic-cal Rafi Hearken My dear Rafi hearken you lives in my heart I never felt your appearance out of the concert Rafi you never can go from my soul & mind Look dear I always found you here introvert O! My love SAQI thinks about you & singing dear no any body in this world can I convert Rafi when you and great God live in my soul Then O! Dear I need not to look any extrovert My Dear Rafi I seem your fans club is heaven Look many people comes here daily to insert I request all terrorist of the world listen Rafi And on the earth do not anybody kill or hurt Rafi I can write poems in the few Languages O! Dear your singing made me a poet expert The singing & poetry are a finest way of worship Ergo I will always remain about its fully alert Dear I sang so many occasions Meri Awaaz Suno When people behaved me wrong or malapert Rafi your SAQI got countless pain & sorrow I sings O Duniya Ke Rakhwale when feel desert Rafi Your Fans Club Dear Rafi look we can not bear your separation Hence each fan of you came for commemoration Look your fans gathered to commemorate singing Dear for you we have so much love & veneration Rafi your voice is immaculate and transparent No any body can challenge here my declaration My dear Rafi your fans club is going on very high Look every day people coming for registration Rafi here every one wanted to copy your voice O! Dear you given countless people inspiration No doubt countless singers doing their best job But you will remembered generation to generation Dear if any body wanted to make a perfect singer Than he should select his songs for preparation Friends I don’t want to hurt any body in the world Dear forget it if found some thing in my narration Rafi we are very thankful to your music directors Whom done their best job for you in a coloration O! Dear Rafi you have inspired me for singing Look SAQI written this poem in your admiration Rafi Tu Tha Rafi tu tha gayak bada hi nirala tujhe yaad karte hain hero purane Karain pesh tujh ko khiraze aqiddat jinhon ke liye tune gaaye the gaane Hain gayak karodon zamane main lekin mukabil pe tere na aawaj koi Bane roj kitni yahan dekh filmain yun gaate hain gayak magar dil na mane Hame payar tujh se tha pahle ko jitna tujhe aaj bhi hum karain yaad utna Baras tees tujh ko gye ko huwe hain magar bhool paaye na tere diwane Tujh payar karte hain karte rahainge ke dil banke dil main dhadakte rahainge Labon pe hamare rahainge hahesha Mohammad Rafi bas tere hi fasane Ye mana meri jaan mohobbat saza hai magar iss main itna maza kis liye hai Rafi kon gaaye ghazal aiysi haaye jise sun ke saare lagain dagmagane Isharon isharon main dil lene wala nahin koi gayak yahan tujh se aala Badan pe sitare lapete huye tak Shammi ga raha hai tere hi tarane Yahi hai tammna tere ghar ke samne meri jaan jaaye yun Dharma hai gaaye Main ye soch kar uske dar se utha tha ke shayad wo peeche aayegi manane Tu jab yaad aaye bahut yaad aaye main taarif teri karoon kaiyse haaye Mujhe dekh kuch bhi samajh main na aaye mere hosh bilkul nahin hain thikane Kisi meharban ki nazar dhundte hain jo de de sahara wo dar dhunte hain Rafi tu kahan kho gaya hai bata de teri yaad aaye Shashi ko rulane Jo unki tamnna hai barbad ho ja mukhatib hai tujh se ye Rajesh Khanna Bade shoq se sun raha hai zamana tere aaj bhi dekh nagme purane Tujhe bhool sakta hai kaiyse Jatindar teri yaad rahti hai sada dil ke andar Rafi tune gaaye bahut hi sureele tarane mere waste ashiqane Sitaron se aage jahan aur bhi hain Rafi tere ashiq yahan aur bhi hain Manoj hai Vinod hai Shatru hai Rishi hai kahan tak lagun main tujhe ab ginane Tera fan dekho Udit ga raha hai ghazal aiyk haaye bahut khoobsoorat Haseeno ko aate hain kya kya bahane khuda bhi na jaane to hum kaiyse jaane Mohommad Rafi ka bahut fan hoon main suno kah raha hai ye Ammitabh Bachchan Mere Deshwasiyo Mohommad Rafi per chala fir se film ik banane Rafi bhool jaawo ye mumkin nahin hai kahe dekh tujh ko tera Dev Aanand Meri zindgi main yahi gam hai mujh ko tujhe kiyu uthaya jahan se khuda ne Nashe main hoon lekin mujhe ye khabar hai zamane main tujh ko sabhi sun rahe hain Mujhe duniya walo sharabi na samjho Dalip ga raha hai yun SAQI maikhane Rafi Pe Jaan Dene Ki Rafi pe jaan dene ki tamanna leke aaya hoon Teri awaaz ka jadoo main apne saath laaya hoon Rafi tu hai jahan fir chandni ko kon puchega Teri awaaz ka jadoo kisi ko kon puchega Khuda bhi asmaan se jab zami pe dekhta hoga Teri awaaz ka jadoo kahan hai sochta hoga Yahan badla wafa ka bewafai ke siwa kya hai Teri awaaz ka jadoo na bole to maza kya hai Rafi tum se mohobbat hai zuban se kah nahin sakte Magar hum kya karain bolo tere bin rah nahin sakte Mohobbat zinda rahti hai mohobbat mar nahin sakti Teri awaaz sun sun ke tabiyat bhar nahin sakti Khilona jaan kar hum ko aray dil tod jaate ho Rafi tum fan lakhon ko akela chod jaate ho Na jaane kiyun hamare dil ko tumne dil nahin samjha Ye shisha tod daala payar ke kabil nahin samjha Na jhatko julf se paani Rafi ko loot jaainge Karodon fan hain iske sabhi ye rooth jaainge Rafi aiyse madhur gaane tere bin kon gaayega Mujhe afsos hai iska kabhi ab tu na aayega Rafi Mehboob Aaya Hai Baharo fool barsawo Rafi mehboob aaya hai Hawao ragni gawo Rafi mehboob aaya hai......Rafi O lali fool ki mehndi laga in gore haathon main Uter aa ye ghata kazal laga in payari aankho main Rafi ke fan muskurawo Rafi mehboob aaya hai....Rafi Aray SAQI kiyu bethe ho akele yun maikhane main Rafi ke fan payase hain yahan dekho zamane main Aray tum jaam chalkawo Rafi mehboob aaya hai….Rafi Rafi Tu Bahut Yaad Aaye Sune jab bhi gaana tumhara to haaya Mohommad Rafi tu bahut yaad aaye Tumhe to gaye ko zamana huwa per tujhe aaj bhi hum nahin bhool paaye Bade chaw se dekhte hain yahan pe teri aaj bhi wo filme purani Sune jab bhi gaane tumhare purane kya ladka kya ladki sabhi gungunaye Rafi tu tha gayak bada hi sureela tujhe jo bhi sun le ho jaaye nasheela Nahin tujh sa sani koi bhi jahan main gawaiye to lakhon yahan dekh aaye Tere geet hum ko to lagte hain payare zamane main lakhon hain ashiq tumhare Karain aas ab bhi suno mere payare kahin se aray tu Rafi lot aaye Khiraze aqiddat kare pesh tujh ko ghazal aiyk ga kar tera dekh SAQI Mumbai main gaate hain gayak bahut se magar geet tujh se kisi ne na gaaye Rafi Sun Mohommad Rafi sun main barsi pe teri karoon pesh tujh ko khiraze aqiddat Khuda ne jahan se tujhe kiyu uthaaya zamane ko teri badi thi zaroorat Tere ashiqon ki lagi hain katarain tera naam lekar Rafi sab pukarain Tujhe yaad karte hain karte raheinge kabhi kam na hogi hamari mohobbat Tadapte hain dekho tumhare diwane zudaai main teri ye gaate hain gaane Sabhi kah rahe hain Mohommad Rafi sun thi awaaz teri bahut khoobsoorat Chale zor tujh pe kisi ka na haaye karain kya bata ye zamane ke malik Kise kab uthaye yahan se khudaya koi bhi na jaane tumhari siyasat Kahe dekh hum ko Rafi aasman se meri yaad main tum na aansu bahana Na koi raha hai na koi rahega zamane ki SAQI yahi hai haqiqat Rafi Ka Janaza Rafi ka janaza utha jab yahan se sabhi ro rahe the mere deshwasi Jise dekhiye wo tadapta tha haaye the aankhon main aansu dilon main udasi Mohommad Rafi ke janaze pe dekho karodon hi logon ne shirkat kari thi Tapkte the aansu sabhi ke jahan main Rafi ke diwanon ki mushkil ghadi thi Bhatkte the saare idhar se udhar ko thi chehron pe sab ke yahan badhwasi Koi ro raha the koi ga raha tha kahan ja raha hai tu aiye jaane wale Ye duniya ye mahfil chala chod ke tu andhera hai man main diya to jala le Lagi thi yahan pe to lambi katarain Rafi ke diwano ki zami bheedh khasi Rafi desh tujh ko kare yaad ab bhi tujhe bhool sakte diwane na tere Rakhain paas apne sada tep teri ye sunte hain gaane sawere sawere Zudaai main teri sabhi ro rahe hain har ik zism ghayal har ik rooh payasi Zamane ke malik idhar dekh neeche tadapte hain iske karodon diwane Inhe koi gayak na bhaaye yahan pe ye sunte hain kewal isi ke hi gaane Aray kiyun uthaya Mohommad Rafi ko yahi baat inko na bhai zara si Rafi Desh Poora Rafi desh poora kare yaad tujh ko yahan pe sabhi ko udasi hai chaai Idhar ro raha hai hero Dev Aanand udhar de raha hai Dalip bhi duhaai Tujhe yaad karta rahega zamana Mohommad Rafi sun hazaron baras tak Dilon main sabhi ke khalegi yahan per hmesha hmesha tumhari zudaai Baras tees tujh ko huwe aaj poore hume chodh kar tu gaya tha yahan se Rakha dil se tujh ko laga ke hmesha teri yaad humne kabhi na bhulaai Tere baad tujh ko zamana hai dhunde ye gaano ke tere khazana hai dhunde Na awaaz koi lagi dil ko achchi to Mohommad Rafi fir teri yaad aai Kai log chahain ke filmain banain tere naam per ye Mohommad Rafi sun Teri yaad main dekh pahle yahan pe hai Ammitabh ne bhi film ik banaai Rafi tujh pe itni filmain banegi zamane main jab tak ye duniya chalegi Wo awaaz teri sabhi sunna chahain tujhe dhundti dekh saari khudaai Jo wada kiya wo nibhana padega Mohommad Rafi tum ko aana padega Tere saath denge aray ta kayamat jinhon ne hai tum se mohobbat nibhaai Kahan ja raha hai tu aiye jane wale andhera hai man main diya to jala le Rafi tune lakhon diye hain jalaye mohobbat se roshan hume rah dikhaai Yun Dharma ne gaya kisi ne kaha hai bura mat kaho bura mat suno Raho mil ke saare yahan pe aiye bhaai karo na kisi ki aray tum buraai Tu Hindu banega na Musalman banega insaan ki aulad hai insaan banega Tune dhool ka fool main hai gaya zamane ko seedhi sada rah dikhaai Sada aikta per tune geet gaaye mohobbat ke payale hmesha pilaye Tu Muslim tha lekin haqiqat main SAQI tujhe sab se pahle pasand thi sachaai Nasha hi nasha hai maikhane main dekho sabhi mast bethe yahan pe aiye yaaro Rafi ke diwane huwe sab nasheele jo SAQI ne apni ghazal ik sunaai Diwana Rafi Ka Mujhe log kahte hain diwana Rafi ka kiyu ke main gaata hoon gaana Rafi ka Mere geet sunte hain Rafi ke diwane Main bachpan se ganwo issi ke hi gaane Mujhe yaad har ik hai gaana Rafi ka Mohommad Rafi se mujhe hai mohobbat Subh shaam iski karoon main ibaddat Mere dil main dekho hai thikana Rafi ka Tamanna yahi hai main filmo main gaanwo Zamane ko apna hoonar kuch dikhanwo Main ashiq hoon dekho purana Rafi ka Karoon Aarti Shiri Devi Ki Karoon aarti Shiri Devi ki jai ho teri Madrasi Tere darshan ko barson se meri aatman hai payasi Aas lagaye bhaitha kab se tera dekh pujari Aeik jhalak teri pane ko mene umar guzari Darshan de ke Shiri Devi ji todo meri udasi Haaye! Meri kismat rowon kaisi ho gai honi Khada dekhta raha yahan aur le gaya tujh ko Boni Jane kaise beech tapka ye papi satyanasi Mene teri pooja ki hai janmo kitne jane Sach kahta hoon tujh ko main sun mane ya na mane Dhoond raha hoon SAQI tujh ko ab tak main banwasi Bhagat Tera Dharminder Hai Dekho maiya sheran wali bhagat tera Dharminder hai Mumbai nagar se chal ke aaya aaj tumhare mandir hai Aath ajoobe film banaai barson pahle dono ne Bade chaaw se dekhi thi wo duniya ke sab logon ne Dekho aaya dar pe tere mere saath Jatindar hai Dharmveer hain dekho hum to dono bhaai bhaai hain Saath jiyainge saath maryainge humne kasmain khaai hain Ik dooje ki khatir kitna payar hamare andar hai Dekh Basanti saath main laaya chunri teri chadhane ko Bade dino se machal rahi thi saath mere ye aane ko Lagti dekho bholi bhali lekin badi pitandar hai Amitabh Bachan aur Amar Singh wo bhi tere pujari hain Wo to dekho dono maiya nakal utarain hamari hain Tu to sab ki jholi bharti jo bhi aata mandir hai Devi maata tune mujh ko kitna maala maal kiya Lekin haaye mene ab tak kiyu na tera khayal kiya Aaj maiya ji ye pachtawa mere dil ke andar hai Mene kitni film banaai lekin tujh ko bhool gaya Maafi maangu dekho tum se mujh pe maata karo daya Issi liye to gaaye SAQI bhaint teri ye sundar hai Sabhi Heroin Sabhi heroin dekho yaaro mere dil main rahti hain Tujh se shadi karna chahain aankh daba ke kahti hain Geet likhoon main inki khatir naam suno Javed mera Shabana se na kahna yaaro parde wala bhed mera Kahin talaak na de de mujh ko badi chintaye rahti hain Geet mere ye sunti yaaro baith akeli raato main Mujhe fansana chahain dekho apni apni baato main Oh! My dear Javed mian love you love you kahti hain Kis se shadi karoon main haaye mujh ko samajh na aata hai Issi liye to Javed tumhara Rajya Sabha main jaaa hai. Yahi jaga to jad hai yaaro jahan saari khushiyan rahti hain Aishwariya Rai Kaya baat hai teri AishwariyaRai Khil uthain fool jab tu muskuraye masti hi masti hai tujh main Teri har ik ada lubhaye Husan tera hai pariyu jaisa Kahin na dekha humne aiysa Act kare tu kaiysa kaiysa Log lutayain tujh pe paiysa Karte saare haaye haaye Teri aankhain badi nasheeli Jo dikhti hain neeli neeli In se jisne bhi hai peeli Usne zindgi jannat ji li Jis se bhi tu nazae milaye Kabhi hosh main won a aaye Tarif karoon main ik teri Shaam sawere bahut ghaneri Yahi tamanna hai bas meri Mere ghar bhi dale feri Mujh ko aake jaam pilaye Payase dil ki payas bujhaye Juhi Chawla Apne dil ki baat kahoon main sun le Juhi Chawla Tere payar ne dekho mujh ko kiya bada hai bawla Aaja meri Rani jaldi tujhe pukaroon pal pal Mere dil main dekho payari machi badi hai hal chal Teri zudaai main hoon dekho main to bada utawla Teri sehat ka main dekho khayal rakhoonga poora Tujh ko lakar doonga kafi badam kishmish ka boora Shaam sawere saath doodh ke tujhe khilawo aanwla Main hoon dekho aiek akela iss duniya ke andar Naam tumhara japta hoon bas Siddhi Vinayak mandar Main hoon SAQI kavi tumhara rang mera hai sanwla O! Payari Shilpa Shetti Tu kitni sundar lagti hai O! Payari Shilpa Shetti Tere zism par bade jache hain kapde rang saleti Bade payar se takta tujh ko dekho har ik Marwadi Saare teri karain kaamna baniya ho ya panwadi Tu basti hai sab ke dil main O! Guzrat ki beti Lakho ke dil toote the jab tujhe bayaha Kundra Sab ke sapne choor huye tab sun le payari sundra Unki nazrain tiki wahan par aaj jahan tu leti Sapne takte the tere lakhon jagte sote Aaj zudaai main sab teri dekh yahan pe rote Dulhan banke tune Kundra ki sab ki aas lapeti Ab bhi tere sapne takte sun le lakhon bande Jinke chalte iss duniya main bade bade hain dhande Karna chahain tujhe nichawar dhan dolat ki peti She Gives Kisses Hey! Look Shilpa Shetty is a very funny She gives kisses to all without money Last year she gave a long kiss to an actor I saw both on TV. Channel of the Sony Today she given a lovely kiss to a priest The old age personality was a Homogony So many old age are her best friends And they rounds around with acrimony Look today any one can see this picture Both were taking enjoy in the balcony I shown her photo like a reality show You can keep picture as a testimony Look she is very beautiful & charming Yes might give you a kiss for harmony Her style of dancing is really funnier She performs dances daily in ceremony Look her kissers are very prominent They made close relation as a crony SAQI one fine day she gave me a kiss Wow! Her cheeks are like as a honey Raveena Tandon O! My dear darling Raveena Tandon Please tell me where you are hidden? I am searching you around the world America Japan China and Landon You fascinated & mesmerized I so much My dear your beauty is really golden Listen when you are back on the set Then I will say O! My dear Weldon O! Madhuri O! Meri payari payari Madhuri Tu hai sachmuch chappan churi Teri muskurahat hai kurkuri Tujhe bulawo baja ke bansuri Aaja kha le mere saath bhelpuri Payari tu rahti hai mere dil main Main dekhoon teri hi filmain Tu naache har ik mahfil main Kabhi aa jaaye jo mukabil main badan main uthati hai jhurjhuri Teri aankhon se mai barasti Tujhe dekh ke chadhti masti Dole duniya jab tu hansti Tu sab ke hai dil main basti Tujhe nazar na lage kisi ki buri Tu thumke lagaaye patli kamar ke Tujh pe marte log har umar ke Ashiq katain chakkar tere ghar ke Par rah jaate thandi ahain bhar ke Tu hai film industry ki dhuri Haaye! Malika Haaye! Malika Sherawat kaya thumka lagawa Kaya kamariya hilawat Tu to duniya nachawat Tohre badanwa se sanpwa liptat hain Tohre sang chokarwa sab chiptat hain Tohe dekh ke logwa sab riptat hain Tu itna sundar gaawat Tohri nazuk hai baali umariya Tu maare meethi parem nazariya Tohri lachke patli kamariya Tohe naach nachawan aawat Sun Le Tu Priyanka Aaj batawo saare jag ko dekh baza ke danka Tujh se hi main byah karoonga sun le tu Priyanka Main nahin peeche hatne wala bin shadi ke tujh se Jo bhi aaya meri rah main maar khayega mujh se Tere bin hai sooni sooni mere payar ki Lanka Baat maan le aray payar se sun meri shahzadi Chal chalte hain Tees Hazari aaja kar lain shaadi Bata mujhe tu agar koi hai tere dil main shanka Viddya Ballan Viddya Ballan teri meri khoob sajegi jodi Tujhe byahne aawonga main ik din chadh ke ghodi Mat Kahna ke choona na dekho mujh ko payari Prem payar ki sikhlawonga tum ko baatain saari Jab bhi sajni paas bulawon aana dodi dodi Choo lo mujh ko mere payare ab main jawan ho gai SAQI tere payar main sajan Viddya kurban ho gai Haaye! Main to mar jawongi agar akeli chodi Viddya ko kisne choowa much jaayega shor Saari duniya dekhaigi fir kewal meri aur Tujhe bayah kar ho jaayegi meri chchaati chodi Bolo Rani Mukharji Mujh se kya tum bayah karogi bolo Rani Mukharji Internet se bhej raha hoon main tumhain payar ki arji Mere dil se pooche koi to tu hai sab se sundar Tujhe dukhi main tak nahin sakta is duniya ke andar Jor zabardasti na karni mene bina tumhare marji Gahne kapde silwa doonga duniya bhar ke saare Tujhe sajawon pariyon jaisa jadh ke chand sitare Teri khatir bulwaonga main kolkatte ka har darji Bipasha Tarif kare hain sare meri aiyse chikane gaal Naam Bipasha dekho mera rahti hoon Bangal Mere husan ka karo nazara aawo logo sare Paas na aana tujhe bata doon sun le mere payare Bach ke rahna warna dekho kar doongi kangaal Aiyk ang pe nazar tika lo tarif karo fir uski Mere husan ki aawo yaaro le lo sare chuski Oye peeche waale ashiq sara zisam na khangaal Oh! Meri Bipasha Tere jism ko arye khuda ne bade payar se tarasha Tu duniya ki sabse hasin hai suno meri Bipasha Tere payar ka peena chahoon masti ka ik payala Aaja mere aangan ab tu oh manmohani bala Dulhan banke meri rani poori karde aasha Teri judaai mujhse ab to sahi na jaaye dekho Yaad tumhari meri payari har pal sataaye dekho Agar bacha le marne se to tujhe khilaoon batasha Ghuma hoon main jaga jaga pe Landon China Japan Tere payar main pagal hokar aaya Hindustan Teri khatir seekhoonga main ab Bangali Bhasha.. Tere liye kya kya Bariki se tujh ko tarasha khuda ne Tujhe yun banaya Bipasha khuda ne Tere husan per to lage chand taare Tujhe dekh kar jhumte hain saare Dikhaaya gajab ka tamasha khuda ne Main aaya hoon tujh ko ye batane Banane main usko lage kai zamane Tere liye kya kya na talasha khuda ne Jo laaya zamin per tujhe wo bana ke Tujhe dekhta raha wo khada muskura ke Khushi se ik khaaya batasha khuda ne KarishmaTu Hai Karishma tu hai Karishma khuda ka Main kayal hoon teri suno iss kala ka Tere naaz nakhre hain sab se nirale Zamana diwana tumhari ada ka Mere dil main bajti hain ghantiyan hazaron Ari tu lagaye kabhi jo thahaka Nazakat pe teri aray mar mita sun Main aashiq hoon tera Karishma sada ka Kalakar hai tu badi khandani Adaawo main zado hai tujh main bala ka Kiyu chod gai hai tu filmain banani Pata na chala kuch teri alwida ka Heroin Kareena Bahut hi hansi hai ari tu haseena mujhe lagti bilkul heroin Kreena Suno ab tu aaja meri banke dulhan tere bin to dekho nahin maine jeena Mujhe saif lagta aray tu diwane hamare hain rishte bade hi purane Mujhe banke dulhan hai tere paas aana magar pahle gaa le ye SAQI ka gaana Mera Dil Kare Hai Mera dil kare hai Kareena Kareena Kahan pe chupi hai bata tu haseena Judaai main teri tadapta hoon dekho Hai mushkil bada hi mera dekh jeena Tu Duniya Ki Tu duniya ki sab se hansi hai Kareena Nahin koi tujh si jahan main haseena Tumhare nasheele raseele labon se Sabhi chahte hain suno jaam peena Meri umar pe na ja tujhe dekh kar to Fisal hi gaya hai mera dil kameena O! Meri Kareena Kapoor Aawo mere hajoor Baitho khawo khajoor O! Mere chashme baddoor Na jaawo mujh se door Meri akhiyon ke noor Tum ho heera kohenoor Na karo itna garoor Aaj milna zaroor Mujhe pila ke karo choor Khilawo saath main amchoor O!Meri Kareena Kapoor Tujhe payar do bharpoor Payari dekho badastoor Apna bajega ab santoor Tujh ko laganwo main sindhoor Iss ko dena na tum dhoor Payari tu hai hooron ki hoor Teri family badi mashhoor Prithawi Raj Kapoor...jai ho Raj Kapoor...jai ho Shammi Kapoor...jai ho Shashi Kapoor...jai ho Randheer Kapoor...jai ho Rishi Kapoor...jai ho Ranbeer Kapoor jai ho.. Jai ho jai ho jai ho.. zara kheench ke jai ho jai ho.. zara aur kheench ke jai ho jai ho... wah wah wah...... BHAIYO BHAHNO ZARA ZOR SE BOLO.. .ZALALUDEEN MUHAMMAD AKBAR KI..JAI HO.. BOLO SAIF ALI KHAN KI JAI HO Sitaron Ki Nagri Ye Mumbai hai filmi sitaron ki nagri Unche shayron geetkaron ki nagri Aji dekh lo mere payaron ki nagri Yahan pe milenge kala ke pujari Karain khush tabiyat hmesha tumhari Bade se bade hain suno jo madari Nazar daal lo is nazaron ki nagri Kathakaar likhte yahan per kahani Ye pesha hai jinka suno khandani Ye duniya hai jinki bahut hi diwani Dharmindar Jatindar kumaron ki nagri Sabhi kisam ke log layak yahan per Abhinay ke maane hain nayak yahan per Bade hi sureele hai gayak yahan per Aji ye to hai sur baharon ki nagri Zami ka chamakta Ammitabh dekho Ye heera kohenoor nayab dekho Jise dekhne ko log betab dekho Hai iski to yaaro isharon ki nagri Yahan per na chalti kisi ki siyasat Suno kaam aati hai bas aiek liyakat Agar baant sakta hai koi mohobbat To fir wo chala aaye yaaron ki nagri
Posted on: Sat, 08 Nov 2014 06:13:25 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015