Svatntrata divas par bihar ke ek gaon me daliton dwara zhanda - TopicsExpress



          

Svatntrata divas par bihar ke ek gaon me daliton dwara zhanda phaharane ke doran svarno ne un par hamala bol diya.ek vyakti mara gaya.kai bacche v ourate ghayal ho gaye.ye to sarasar zhande ka apaman hen.un svarno par desh droh ka aparadhi manakar kadi se kadi saja di jaye.sabhi dalit sangathan ek hokar unhe saja dilani hogi.yedi aisa nahi hua to dalit kanoon todane par majaboor hoge jisaki jimmedar sarakar hogi.aisa na ho ki nepal ki tarah bharat me bhi apane hak ke liye maovad peda ho jayen.
Posted on: Thu, 22 Aug 2013 16:27:57 +0000

Trending Topics



v>

Recently Viewed Topics




© 2015