TET sathiyo Namaskar Pixale do din kafi tanav purn rahe ,aur pura - TopicsExpress



          

TET sathiyo Namaskar Pixale do din kafi tanav purn rahe ,aur pura sangthan ek uha-poh ki isthiti me raha besaq kuchh aruchikar baate bhi huyi pr sabka niskars bahut jyada hi sakaratmak raha Ab tk ki update aur parinam nimn rahe (1)- sare advocates ki fee aadi lagbhag chuka di gayi . (2)-kal humare sabhi advocate khade ho rahe hai isaka unhone aswasan diya hai. (3)- ati-alp samay me kuchh ati-utsahi sathiyo k athaq sahyog se na kewal paiso ki vayvastha ho gayi apitu sabhi sahmat hokar atirikt dhanrasi na dene/lene ki appeal karte nazar aaye aur ye bahut hi achha raha. (4)- khare g ko 20,000 (unki demand 50,000 rs. Ki thi)tatha Abhishek ko 5000 paid kiya gaya kul mila kar isthiti niyantran me hai . Sabhi ko is sahyog k liye sadhuvad Prarthana kariye kal ka din subh ho "subh ratri" Jay TET
Posted on: Mon, 08 Jul 2013 03:40:18 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015